Mata Bhi Tu Pita Bhi Tu from Watan Ke Rakhwale Movie (Various Artists)

Mata bhi tu pita bhi tu
Mata bhi tu pita bhi tu
Behna ka abhiman bhi tu
Tere siwa mera kaun hai bhaiya
Tere siwa mera kaun hai bhaiya
Mera to bhagwan bhi tu
Mata bhi tu pita bhi tu
Mata bhi tu pita bhi tu
Behna ka abhiman bhi tu

Sang tere mera bachpan khila
Sang tere mera bachpan khila
Ghar hai mera khusiyo ka mela
Bhai bahut honge dunia me
Tu lakh me ek akela
Mere to is chhote se man ka
Sabse bada arman bhi tu
Mata bhi tu pita bhi tu
Behna ka abhiman bhi tu
Tere siwa mera kaun hai bhaiya
Tere siwa mera kaun hai bhaiya
Mera to bhagwan bhi tu
Mata bhi tu pita bhi tu
Behna ka abhiman bhi tu

Main jag me aaya teri khatir
Mera janam kab mere liye hai
Main jag me aaya teri khatir
Mera janam kab mere liye hai
Rakhi ki sogandh hai behna
Jina marna tere liye hai
Khali meri apni hi nahi tu
Jiwan bhi hai jan bhi tu
Mata bhi tu pita bhi tu
Behna ka abhiman bhi tu
Tere siwa mera kaun hai bhaiya
Tere siwa mera kaun hai bhaiya
Mera to bhagwan bhi tu
Mata bhi tu pita bhi tu
Behna ka abhiman bhi tu...

Song Details
Movie
Watan Ke Rakhwale
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Venus
Singers
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Watan Ke Rakhwale

Jab Pyar Kiya
Mata Bhi Tu Pita Bhi Tu
Tana Tan Tan
Tere Mere Beech Mein
Watan Ke Rakhwale

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Maula (Jism 2)
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Baby Se Babydoll (Gippi)