Duniya Dushman Bane from Dilwaala Movie (Bappi Lahiri)

Duniya dushman bane to bane teri mujhe dosti chahiye
Duniya dushman bane to bane teri mujhe dosti chahiye
Mohbaat tujhise mujhe kya kisise mujhe to teri teri khushi chahiye
Teri khushi chahiye
Rimbambam rimbambo bo rimbambam bo
Rimbambam rimbambo bo rimbambam bo duniya dushman bane to bane

Jembo jembo jembo membo membo membo
Jembo jembo jembo membo membo membo

Mujhko hai payri sadi tumhari uhh na milegi tumhe
Phulonse galon ka reshm se balonka pehle to chumban hume
Har chiz ki hoti hai kimat kimat chukani padegi
Dil dene mein tumko takalif to hogi mager ye utani padegi
Jahan se darona sharam tum karona
Jahan se darona sharam tum karona pyaar mein jinda dil chahiye
Duniya dushman bane to bane terimujhe dosti chahiye
Mohbaat tujhise mujhe kya kisise mujhe to teri teri khushi chahiye
Teri khushi chahiye
Rimbambam rimbambo bo rimbambam bo
Rimbambam rimbambo bo rimbambam bo duniya dushman bane to bane

Nafarat karogi dil jo na dogi marana padega hume
Sare he chumban sare aalingan dekh ke vasiyet tumhe
Mane ager baat rakhunga mein sath rangeen hoga safar
Biwi bana lunga maa bhi bana lunga dono basayenge ghar
Meri tu haseena tera mein nageena
Meri tu haseena tera mein nageena aaj manjoori teri chahiye
Duniya dushman bane to bane terimujhe dosti chahiye
Mohbaat tujhise mujhe kya kisise mujhe to teri teri khushi chahiye
Teri khushi chahiye
Rimbambam rimbambo bo rimbambam bo rimbambam bo rimbambam bo
Rimbambam bo...

Song Details
Movie
Dilwaala
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
Music India Limited
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Dilwaala

Abbai Abbai Ammai Ammai
Duniya Dushman Bane
Sath Sath Rehna Mere

Other popular Lyrics by Bappi Lahiri

Khali Peeli Pyar Se (Aitbaar)
Shanivar Tak Woh (Aaj Ka Daur)
Malik Mere Hoton Pe Sab Ke (Aakhri Ghulam)
Sajan Aa Jao (Aag Hi Aag)
Pyar Mila To Jaana (Aakhri Ghulam)
Saiyan Bina Ghar Suna (Aangan Ki Kali)
Lag Ja Gale (Tamacha)
Mitwa Bhool Na Jana (Kab Tak Choop Rahoongi)
Jai Ho Mata Tumhari (Aangan Ki Kali)
Na Ro Munni (Aangan Ki Kali)