Baazi Kisine Pyar Ki from Nazrana Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Ek pyaasa tujhe maikhaana die jaata hai
Jaate-jaate bhi ye nazaraana die jaata hai

Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di
Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di
Jaise guzar saki, ye shab-e-gham guzaar di
Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di

Saahil karega yaad usi naamuraad ko
Saahil karega yaad usi naamuraad ko
Kashti khushi se jis ne bhanvar men utaar di
Jaise guzar saki, ye shab-e-gham guzaar di
Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di

Jab chal pade safar ko to, mud ke kya dekhana
Jab chal pade safar ko to, mud ke kya dekhana
Duniya ka kyaa hai us ko sada baar-baar di
Duniya ka kyaa hai us ko sada baar-baar di
Jaise guzar saki, ye shab-e-gham guzaar di
Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di
Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di...

Song Details
Movie
Nazrana
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Venus Pictures
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Nazrana

Baazi Kisine Pyar Ki
Bikhra Ke Zulfen Chaman Mein
Ek Woh Bhi Diwali Thi
Mele Hain Chiraghon Ki Diwali
Mere Peechhe Ek Diwana

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Badle Badle Mere Sarkar (Chaudhvin Ka Chand)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Yammaa (China Town)