Jeevan Ke Raaste Mein from Ghar Sansar Movie (Rajesh Roshan)

Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai
Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai
Bhagwan hai tere sath
Rehman hai tere sath

Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai
Bhagwan hai tere sath
Rehman hai tere sath

Kisne bhi aasu ko khud kar diya pasina
Yaaro usi ne sikh is zindagi ko jina
Kisne bhi aasu ko khud kar diya pasina
Yaaro usi ne sikh is zindagi ko jina
Bhagwan hai tere sath
Rehman hai tere sath
Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai

Raftar rahe kayam raftar zingani
Pawan hai pani jab tak jab tak rahe rvani
Raftar rahe kayam raftar zingani
Pawan hai pani jab tak jab tak rahe rvani
Bhagwan hai tere sath
Rehman hai tere sath
Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai

Takat hai hosale me insan se bhi jayada
Tute bhale hi sanse tute na par irada
Takat hai hosale me insan se bhi jayada
Tute bhale hi sanse tute na par irada
Bhagwan hai tere sath
Rehman hai tere sath
Jeevan ke raste me jeet unki jo chalte hai
Himmat se hi mehnat se to bhag badalte hai...

Song Details
Movie
Ghar Sansar
Artist
Rajesh Roshan
Music Directory
Rajesh Roshan
Music Label
Venus
Singers
Kishore Kumar, Mohammed Aziz
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Ghar Sansar

Chot Lagi
Janak Raja Dege Or Kya
Jeevan Ke Raaste Mein
Latke Liye Gujratan Ke
Meri Oonchi Nahi Deewar

Other popular Lyrics by Rajesh Roshan

Teri Rashi Ke Lakho Hai (Aasoo Bane Angaarey)
Ae Dil E Nadan (Asmaan Se Ooncha)
Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana (Bhagwaan Dada)
Dushman Na Kare (Aakhir Kyon?)
Kuch Hum Mein (Aap Mujhe Achche Lagne Lage)
Tu Mera Superman (Dariya dil)
Saat Rang Mein (Aakhir Kyon?)
Krrish Krrish (Krrish 3)
God Allah Aur Bhagwan (Krrish 3)
You Are My Love (Krrish 3)