Chalti nahi insan ki halat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage
Hatho ki lkiro me
Hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage
Hum log khilone hai koi khel raha hai
Hum log khilone hai koi khel raha hai
Hai naam kabhi waqt kabhi uska khuda hai
Hum chij hai kya uski karamat ke aage
Hatho ki lkiro me
Hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage
Khawabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
Khawabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
Jo jaan se pyare hai bichhd jate hai ek din
Takdir ki manjil to hai zazbat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage
Ek roz hume karke andhero ke hawale
Ek roz hume karke andhero ke hawale
Kho jate hai jane kaha jivan ke ujale
Bas rat hi kafi hai kabhi rat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage
Bekar hai kamzor hai insa ki dalile
Bekar hai kamzor hai insa ki dalile
Hukam apna chalati hai ye hatho ki lkire
Har bat huyi khatam isi bat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage
Hatho ki lkiro me
Hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
Chalti nahi insan ki halat ke aage...
Bekhudi Mein |
Chalti Nahin Insaan Ki |
Hai Tuhi Zindagi Meri |
Ho Yeh Jawani |
Rone Se Bichhde Yaar |