Bhula De Zindagi Ke Gham from Mem-Didi Movie (Salil Chowdhury)

Bhula do zindagi ke gham
Tarana chhedo pyar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka
Bhula do zindagi ke gham
Tarana chhedo pyar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka
Bhula do zindagi ke gham
Tarana chhedo pyar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka

Kali kali se kah do
Humse muskurana sikh le
Kaha hai wo raha ke hum
Humse gunguna na sikh le
Kali kali se kah do
Humse muskurana sikh le
Kaha hai wo raha ke hum
Humse gunguna na sikh le
Ye din hai sari zindagi me
Bas ek bar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka
Bhula do zindagi ke gham
Tarana chhedo pyar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka

Na puchho har kadam pe kyo
Dhadk dhadk raha hai dil
Ke lakh rokte par
Bahak bahak raha hai dil
Na puchho har kadam pe kyo
Dhadk dhadk raha hai dil
Ke lakh rokte par
Bahak bahak raha hai dil
Sitam hai aaj ek ek
Pal hai ye intezar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka
Bhula do zindagi ke gham
Tarana chhedo pyar ka
Ke aa raha hai aa raha hai
Karwa bahar ka...

Song Details
Movie
Mem-Didi
Artist
Salil Chowdhury
Music Directory
Salil Chowdhury
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Mem-Didi

Bachpan O Bachpan Pyare
Beta Wah Wah
Bhula De Zindagi Ke Gham
Hu Tu Tu Tu
Main Jaanti Hoon
Raaton Ko Jab Neend Ud Aaye

Other popular Lyrics by Salil Chowdhury

Aaj koi Nahi Apna (Agni Pareeksha)
Balkhati Sharmati Aaja (Usne Kaha Tha)
Chori Chori Jane Hum (Chhaya)
Jhanan Jhanan Bichhua Baje (Chand Aur Suraj)
O RE MAN GUN GUN (Agni Pareeksha)
Chham Chham (Chhaya)
Main Ek Badal Aawara (Chhaya)
Ulfat Ke Hain Kaam Niraale (Aawaz)
Aansoo Samajh Ke (Chhaya)
Ajab Tori Duniya (Do Bigha Zameen)