Tum Bahut Haseen Sahi from Nasihat Movie (Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah)

Tum bahut haseen sahi kuchh to dil se kaam lo
Tum bahut haseen sahi kuchh to dil se kaam lo
Pyaar tumse bhi haseen pyaar ka payaam lo
Yeh pyaar ka payaam aji khairiyat to hai
Wo bhi mere naam aji khairiyat to hai na
Ha ha khairiyat hai
Tum bahut haseen sahi kuchh to dil se kaam lo
Tum bahut haseen sahi

Kuchh zayada surkh hai aaj yeh haseen lab
Pyaas meri kam nahi wo bhi jawan hai ab
In labo ke naam tum pyaas ka salam lo
Pyaar tumse bhi haseen pyaar ka payaam lo
Deewangi kaho ise ya aashqi kaho
Kehte ho isko pyaas tum to pyaas hi kaho
Pyaas ek junoo ka naam aji khairiyat to hai
Yeh pyaar ka payaam aji khairiyat to hai na
Bilkul khairiyat to hai
Tum bahut haseen sahi kuchh to dil se kaam lo
Tum bahut haseen sahi

Door door chal chuke ab qareeb aao tum
Qareeb aao tum
Yun akeli raaho mein ladkhda na jaao tum
Lo badah raha hun haath haath mera tham lo
Pyaar tumse bhi haseen pyaar ka payaam lo
Heraan hun aap leke mujhe aa gaye kaha
Is mod par zameen se milta hai aasaman
Aapka yeh makam aji khairiyat to hai
Yeh pyaar ka payaam aji khairiyat to hai na
Tum bahut haseen sahi kuchh to dil se kaam lo
Pyaar tumse bhi haseen pyaar ka payaam lo...

Song Details
Movie
Nasihat
Artist
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Directory
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label
Venus
Singers
Alka Yagnik, Kishore Kumar
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Nasihat

Mera Man Dekhe Sapna
Tum Bahut Haseen Sahi
Yeh Hawayein Sard Sard Hai

Other popular Lyrics by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Hamara Naam Hai Ram Katori (Bajrangbali)
Kuchh Yaad Karo Apna (Bajrangbali)
Ye Raat Hai Pyasi Pyasi (Chhoti Bahu)
Are Jaana Hai To (Bandhan)
Bedardi Daghabaaz (Bluff Master)
Hey Maryada Purshottam Bolo (Bajrangbali)
Hey Ram Tere Raaj Me (Bajrangbali)
Aa Jao Aa Bhi Jao (Bandhan)
Are Ghar Ko Mat (Chhoti Bahu)
Aye Dil Ab Kahin Le Ja (Bluff Master)