Ae Ishq from Mughal-E-Azam Movie (Naushad Ali)

Ae ishq ye sab duniya wale
Ae ishq ye sab duniya wale
Bekar ki bate karte hai
Bekar ki bate karte hai
Payal ke gamo ka ilam nahi
Payal ke gamo ka ilam nahi
Chankar ki bate karte hai
Chankar ki bate karte hai
Ae ishq ye sab duniya wale

Har dil me chupa hai teer koi
Har paw me hai janjir koi
Puche koi unse gum ke maje
Puche koi unse gum ke maje
Jo pyar ki bate karte hai
Jo pyar ki bate karte hai
Ae ishq ye sab duniya wale

Ulfat ke nae diwano ko
Kis tarah se koi samjhae
Kis tarah se koi samjhae
Najro pe lagi hai pabandi
Najro pe lagi hai pabandi
Didar ki bate karte hai
Didar ki bate karte hai
Ae ishq ye sab duniya wale

Bhawre hai agar madhosh to kya
Parwane bhi hai khamosh to kya
Sab pyar ke nagme gate hai
Sab pyar ke nagme gate hai
Sab yar ki bate karte hai
Sab yar ki bate karte hai
Ae ishq ye sab duniya wale
Bekar ki bate karte hai
Ae ishq ye sab duniya wale...

Song Details
Movie
Mughal-E-Azam
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Mughal-E-Azam

Ae Ishq
Ae Mohabbat Zindabad
Bekas Pe Karam Kijiye
Humain Kash Tumse Mohabbat Na Hoti
Khuda Nigehban Ho
Mohabbat Ki Jhooti Kahani Pe Roye
Mohe Panghat Pe
Prem Jogan Ban Ke
Pyaar Kiya To Darna Kiya
Teri Mehfil Mein Kismat Aazma Ker
Yeh Dil Ki Lagi Kya Hogi

Other popular Lyrics by Naushad Ali

Aayi Re Holi Aayi (Aawaz De Kahan Hai)
Bhole Bhaale Se (Aawaz De Kahan Hai)
Suhani Raat Dhal Chuki (Dulari)
Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai (Aan)
Aaja Meri Barbaad Muhabbat (Anmol Ghadi)
Aaya Mere Dil Mein Tu (Dastan)
Ab Kaun Hai Meraa (Anmol Ghadi)
Dil Mein Chhupake Pyar Ka (Aan)
Gham Diye Mustaqil (Shahjehan)
Hum Dard Ka Afsana (Dard)