Gaya Bachpan Dua Dekar from Mehndi Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Gayo bachpan dua dekar ada
Lekar sabab aaya
Abhi kya tha abhi kya hai
Ye kaisa inkalab aya
Adao me sokhi nigaho me masti
Ladakpan mujhe de gaya jate jate
Ladakpan mujhe de gaya jate jate
Ye saman gairo ki dil bast gi me
Jawani bhi layi to kya aashiya se
Jawani bhi layi to kya aashiya se
Adao me sokhi nigaho me masti
Ladakpan mujhe de gaya jate jate
Ladakpan mujhe de gaya jate jate

Ye rahe jawani ki kato bhari hai
Inhi rashto par mujhe bhi hai chalna
Ye rahe jawani ki kato bhari hai
Inhi rashto par mujhe bhi hai chalna
Magar koi kata na daman se uljhe
Magar koi kata na daman se uljhe
Yu chalna hai daman bachate bachate
Adao me sokhi nigaho me masti
Ladakpan mujhe de gaya jate jate
Ladakpan mujhe de gaya jate jate

Ada koi apna nahi hai jo samjhe
Mere dil ki dhadkan mere dil ki bate
Ada koi apna nahi hai jo samjhe
Mere dil ki dhadkan mere dil ki bate
Mere dil ki dhadkan mere dil ki bate
Kisi ke na kano me aawaz pahuchi
Kisi ke na kano me aawaz pahuchi
Juba thak gayi hai sunate sunate
Juba thak gayi hai sunate sunate
Adao me sokhi nigaho me masti
Ladakpan mujhe de gaya jate jate
Ladakpan mujhe de gaya jate jate...

Song Details
Movie
Mehndi
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Other Lyrics from Mehndi

Allah Ki Rehmat
Apne Kiye Pe
Bedard Zamaanaa
Bhari Mahafil Hai
Gao Gao Ri Sakhi
Gaya Bachpan Dua Dekar
Jhoolo Lalna Jhoolo
Ke Bachpan Kisika
Meri Dulhan Bareli Se Aayi
Pyar Ki Duniya
Wo Aaj Apni Mehfil Me Aaye

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)