O meghaa re bole ghanan-ghanan
Pavan chale sanan-sanan
Paayal baaje jhanan-jhanan
Jiyaraa moraa dole
Aajaa piyaa more
Meghaa re bole re bole re bole meghaa bole re
O meghaa re bole ghanan-ghanan
Pavan chale sanan-sanan
Paayal baaje jhanan-jhanan
Jiyaraa moraa dole
Aajaa piyaa more
Sajaniyaa ghar aa
Piyaa ghar aa
Sajaniyaa ghar aa
Piyaa ghar aa
Matavaali ghataa kaali laharaa ke aai
Ghumad-ghumad
Ghumad-ghumad ghum-ghum ghumad-ghumad
Meghaa re bole
Bade hain dil ke kaale
Haan yehi neeli si aankhon wale
Surat buri ho bura nahi dil mera
Na ho yakeen aazmaale
Bade hain dil ke kaale
Haan yehi neeli si aankhon wale
Surat buri ho bura nahi dil mera
Na ho yakeen aazmaale
Meri jaan wah wah wah
Meri jaan wah wah wah
Meri jaan wah wah wah
Meri jaan wah wah wah wah wah
Jaise bhale ho sab hai khabar
Chhedo shararat ki yeh nazar
Aankhon mein aankhen daal ke hum
Kho gaye ab to jaan e jigar
Haan yehi to the abhi aap kidhar gaye
Samjho humein hum jaan se guzar gaye
Jeete je mar gaye wahe ji wah
Marna meri zindagi hai deewana hoon pyar ka
Tumko bhi ek din aazmaa ke dekho to zaraaa
Bade hain dil ke kaale
Haan yehi neeli si aankhon wale
Surat buri ho bura nahi dil mera
Na ho yakeen aazmaale
Meri jaan wah wah wah
Meri jaan wah wah wah
Meri jaan wah wah wah
Meri jaan wah wah wah wah wah
Rok bhi lo ab upni zubaan
Varna qayamat hogi yahan
Hum bhi qayamat se nahi kam
Jaayoge bach ke door kahan
Haan hum to bade bade dhoondh ke haare
Dhoondh ke laayenge dil ke sahaaare
Aap ke dil bhi hai wahe ji waah
Khul jaaye ge haal tumpe dil e beqaarar ka
Naino se nain milake dekho to zaraaa
Bade hain dil ke kaale
Haan yehi neeli si aankhon wale
Surat buri ho bura nahi dil mera
Na ho yakeen aazmaale
Meri jaan wah wah wah
Meri jaan wah wah wah
Meri jaan wah wah wah
Meri jaan wah wah wah wah wah!..