Kaise Aau Nadiya Ke Teer from Jawani Ki Hawa Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Kaise aau nadiya ke teer
Kaise aau nadiya ke teer
Tere kutte ki khuli zanzir
Haye kaise aau nadiya ke teer
Tere kutte ki khuli zanzir
Haye kaise aau nadiya ke teer

Ja re ja mera dil na jala
Jane ja garmi na kha pyare
Tera mera kya jhagda haye
Ja re ja mera dil na jala
Jane ja garmi na kha pyare
Tera mera kya jhagda haye
Ja re ja mera dil na jala

U n o ka ye kehna pyar
Se mil jul kar rehna
U n o ka ye kehna pyar
Se mil jul kar rehna
Bhai bhai ban ke sada ek duje
Ka dukh sehna
Dekh mere raste me na aa pyare
Tera mera kya jhagda haye
Ja re ja mera dil na jala

Tune bhi pyar kiya hoga
Dil gulzar kiya hoga
Tune bhi pyar kiya hoga
Dil gulzar kiya hoga
Aai na hogi waqt pe vo
To jangla par kiya hoga
Aaj vo hi hai hal mera
Peer parai jan zara
Pyare
Tera mera kya jhagda haye
Ja re ja mera dil na jala
Jane ja garmi na kha pyare
Tera mera kya jhagda haye
Ja re ja mera dil na jala...

Song Details
Movie
Jawani Ki Hawa
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Jawani Ki Hawa

Babu Re Babu
Bahaar Leke Aayi Karar
Chali Kaisi Ye Jawani Ki Hawa
Chanda Ke Paas Ek Tara
Kaise Aau Nadiya Ke Teer
Kaun Jane Re Baba
Lo Wo Aa Gaye

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Badle Badle Mere Sarkar (Chaudhvin Ka Chand)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Yammaa (China Town)