Unche unche mahalo wale ban baithe bagwan
Kabhi na socha kbhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan
Bhai bhai hai hum phir bhi kar nahi sakte pyar
Hum dono ke bich khadi hai daulat ki diwar
Aa nirdhan ko gale laga le
Haas kar o dhanwan
Kabhi na socha kbhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan
Unche unche mahalo wale ban baithe bagwan
Kabhi na socha kbhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan
Ek hi sager ek hi nayia ek hi khevan hara
Hum bhi musafir tum bhi musafir
Sab ka ek kinara ho o
Sab ka ek kinara
Do tinkae ek sath me ye nafrat ka tufan
Kabhi na socha kbhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan
Unche unche mahalo wale ban baithe bagwan
Kabhi na socha kbhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan
Ek kutiya kuch tute bartan ye jagir hamari
Unche mahalo valo is par bhi hai
Nazer tumahri
Ye jagir na tumka denge
De denge hum jaan
Kabhi na socha kbhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan
Unche unche mahalo wale ban baithe bagwan
Kabhi na socha kbhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan...
Maane Na Maane Na |
Palat Matwale O Babu Topiwale |
Tumse Nazar Mili |
Unche Unche Mahlon Wale |
Wafaon Ke Badle Jafaa |
Zara Ruk Ja |