Ankhein Chaar from Insan Jaag Utha Movie (Sachin Dev Burman)

Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote
Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote
Teri bhi ho meri bhi ho
Teri bhi ho meri bhi ho
Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote

Hamne chupana chaha daman bachana chaha
Dil hi dil pe aaya ab kya kare koi
Ab to jamana jane apna begana jane
Dunia hai degi tane kyu dare koi
Teri bhi ho meri bhi ho
Teri bhi ho meri bhi ho
Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote

Jano na jano raja mano na mano raja
Hamne kuch bhi na chaha aapke siwa
Mujhko jo tum na milte
Ye naina kaise khilte
Tum saiya mere dilke dard ki dawa
Teri bhi ho meri bhi ho
Teri bhi ho meri bhi ho
Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote

Do din ki hai jawani
Dariya ka bahta pani
Dedo dil ki kurbani pyar ke liye
Baitho na man ko mare
Tum bhi kuch haro pyare
Gori gori baho ke har ke liye
Teri bhi ho meri bhi ho
Teri bhi ho meri bhi ho
Aankhe char hote hote
Ho gaya pyar hote hote...

Song Details
Movie
Insan Jaag Utha
Artist
Sachin Dev Burman
Music Directory
Sachin Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Insan Jaag Utha

Ankhein Chaar
Baat Badhti Gayi
Baharon Se
Chand Sa Mukhda
Mehnatkash Insaan

Other popular Lyrics by Sachin Dev Burman

Neend Churayi Chain Churaye (Anuraag)
Ab Ke Baras Bhejo Bhaiya Ko Baabul (Bandini)
Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi (Benazir)
Kanto Se Khich Ke Ye Aanchal (Guide)
Mubarak Ho Mubarak Ho (Bewaqoof)
Na Tel Aur Na Baati (Ek Ke Baad Ek)
Saiyyan Dil Main Aana (Bahar)
Aankh Khulte Hi Tum (Munimji)
Ae Zindagi Ke Rahi (Bahar)
Ankhon Se Ankho Ka (Bewaqoof)