Bhar Bhar Aayen Ankhiyaan from Samrat Chandragupt Movie (Kalyanji Virji Shah)

Bhar bhar aaye ankhiya
O mora chup chup roye re jiya
Apne hi hatho aag lagayi
Aaj maine ye kya kiya
Bhar bhar aaye ankhiya
O mora chup chup roye re jiya
Apne hi hatho aag lagayi
Aaj maine ye kya kiya
Bhar bhar aaye ankhiya

Soyi hai duniya koi nahi jage
Mai hu akeli mera man nahi lage
Soyi hai dunia koi nahi jage
Mai hu akeli mera man nahi lage
Rain jagaye re chain na aaye
Haye maine ye kya kiya
Bhar bhar aaye ankhiya
O mora chup chup roye re jiya
Apne hi hatho aag lagayi
Aaj maine ye kya kiya
Bhar bhar aaye ankhiya

Kabhi hai andhera kabhi hai ujala
Kismat ka hai khel nirala
Kabhi hai andhera kabhi hai ujala
Kismat ka hai khel nirala
Phulo ke badle kaato ki mala
Haye maine ye kya kiya
Bhar bhar aaye ankhiya
O mora chup chup roye re jiya
Apne hi hatho aag lagayi
Aaj maine ye kya kiya
Bhar bhar aaye ankhiya...

Song Details
Movie
Samrat Chandragupt
Artist
Kalyanji Virji Shah
Music Directory
Kalyanji Virji Shah
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist
Bharat Vyas

Other Lyrics from Samrat Chandragupt

Bhar Bhar Aayen Ankhiyaan
Chaahe Paas Ho
Haath Se Mere Le Le Jhaam
Ja Tose Nahi Bolu
Kal Kal Chhal Chhal
Mujhe Dekh Chand Sharmaye
Rangile More Raja
Yeh Sama Hai

Other popular Lyrics by Kalyanji Virji Shah

Haye Boot Polish (O Tera Kya Kahna)
Main Yahan Tu Kahan (Bedard Zamana Kya Jane)
Kyon Mile Tum Hum (Bedard Zamana Kya Jane)
Dil Le Ke Jate Ho Kaha (O Tera Kya Kahna)
Bichhade Hue Milenge (Post Box 999)
Bhar Bhar Aayen Ankhiyaan (Samrat Chandragupt)
Bedard Zamana Kya Jane (Bedard Zamana Kya Jane)
Aaraa Main To Giri (Post Box 999)
Ja Tose Nahi Bolu (Samrat Chandragupt)
Jogi Aaya Leke Sandesha (Post Box 999)