Shammaa jalati hai jale
Shammaa jalati hai jale, raat dhalati hai dhale
Chhod ke aisi mahafil, ham nahi jaane vaale
Haay
Haay haay haay ye nigaahe
Haay haay haay ye nigaahe
Kar de sharaabi jise chaahe jise chaahe
Mai to
Mai to bhul gayaa raahe
Raat hasi hai javaan hai nazaare
Jhum chale ham dil ke sahaare
Raat hasi hai javaan hai nazaare
Jhum chale ham dil ke sahaare
Aaj koi hamako na pukaare
E he he he
Rokti hai meri raahen
May ki botal jaisi baahe
Haay!
Haay ye nigaahe
Haay haay haay ye nigaahe
Kar de sharaabi jise chaahe jise chaahe
Mai to bhul gayaa raahe
Yun jo samaa bahakaa bahakaa ho
Ham bhi zaraa bahake to mazaa ho
E he he he he hun hun hun
Yun jo samaa bahakaa bahakaa ho
Ham bhi zaraa bahake to mazaa ho
Aankh piye aur dil ko nashaa ho
Ye ishare ye adaaye
May ki botal jaisi baahe
Haay!
Haay ye nigaahe
Haay haay haay ye nigaahe
Kar de sharaabi jise chaahe jise chaahe
Mai to
Mai to bhul gayaa raahe
Haay haay haay haay
Yaad nahin
Yaad nahin mera pyaar yahin hai
Ya meri manzil aur kahin hai
Yaad nahin mera pyaar yahin hai
Ya meri manzil aur kahin hai
Dekho muje kuch hose nahin hai
Toba toba ye nigaahen
May ki botal jaisi baahe
Haay!
Haay ye nigaahe
Haay haay haay ye nigaahe
Kar de sharaabi jise chaahe jise chaahe
Mai to
Mai to bhul gayaa raahe...
Chand Phir Nikla |
Chhod Do Aanchal Jamaana Kya Kahega |
Chupke Chupke Rukate Rukate |
Mana Janab Ne Pukara Nahi |
O Nigahe Mastana |
Shammaa Jalati Hai Jale |