Apna hai phir bhi apna
Badhakar gale lagale
Achchha hai ya bura hai
Apna use banale
Apna hai phir bhi apna
Mat soch tere dil me
Kaisee yeh kashmkash hai
Jo khinchati hai tujhko
Woh khun kee kashish hai
Parda pada huwa hai
Jo daramiyan uthale
Apna hai phir bhee
Apna hai phir bhi apna
Badhakar gale lagale
Achchha hai ya bura hai
Apna use banale
Apna hai phir bhi apna
Chup hai juban phir bhi
Apna lahu pukare
Tum ek aasaman ke
Tute huye ho tare
Najare toh mil gayi hain
Abb dil se dil milale
Apna hai phir bhee
Badhakar gale lagale
Achchha hai ya bura hai
Apna use banale
Apna hai phir bhi apna
Badhakar gale lagale
Achchha hai ya bura hai
Apna use banale
Apna hai phir bhi apna...