O Door Ke Musafir Humko Bhi Saath Le from Uran Khatola Movie (Naushad Ali)

Chale aaj tum jahaan se hui zindagi paraayi
Tumhe mil gayaa thikaanaa hame maut bhi na aayi

O dur ke musaafir ham ko bhi saath le le re
Ham ko bhi saath le le ham rah gaye akele
O dur ke musaafir ham ko bhi saath le le re
Ham ko bhi saath le le ham rah gaye akele

Tune vo de diyaa gam bemaut mar gaye ham
Dil uth gayaa jahaan se le chal hame yahaan se
Le chal hame yahaan se
Kis kaam ki ye duniyaa jo zindagi se khele re
Ham ko bhi saath le le ham rah gaye akele

Suni hai dil ki raahe khaamosh hai nigaahe
Naakaam hasarato kaa uthane ko hai janaazaa
Uthane ko hai janaazaa
Chaaro taraf lage hai barabaadiyo ke mele re
Ham ko bhi saath le le ham rah gaye akele
O dur ke musaafir ham ko bhi saath le le re
Ham ko bhi saath le le ham rah gaye akele...

Song Details
Movie
Uran Khatola
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Uran Khatola

Aayi Thi Raat Sitaron Ki Mehfi
Dubaa Taaraa Ummidon Kaa
Ghar Aaya Mehmaan Koi Jaan Na
Haal E Dil Main Kya Kahoon
Hamare Dil Se Na Jana
Mera Salam Le Ja Dil Ka Payam
Mohabbat Ki Rahon Mein Chalna
More Saiyanji Utrenge Paar
Na Ro Ae Dil
Na Toofan Se Khelo
O Door Ke Musafir Humko Bhi Saath Le

Other popular Lyrics by Naushad Ali

Aayi Re Holi Aayi (Aawaz De Kahan Hai)
Bhole Bhaale Se (Aawaz De Kahan Hai)
Suhani Raat Dhal Chuki (Dulari)
Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai (Aan)
Aaja Meri Barbaad Muhabbat (Anmol Ghadi)
Aaya Mere Dil Mein Tu (Dastan)
Ab Kaun Hai Meraa (Anmol Ghadi)
Dil Mein Chhupake Pyar Ka (Aan)
Gham Diye Mustaqil (Shahjehan)
Hum Dard Ka Afsana (Dard)