Mahlo me rahne wale hume
Tere dhar se kya…
Mahlo me rahne wale hume
Tere dhar se kya
Mahlo me rahne wale hume
Tere dhar se kya
Nagari hai apni pyari hume
Unke ghar se kya
Nagari hai apni pyari hume
Unke ghar se kya
Mahlo me rahne wale
Chota bada na koi
Barabar hai sab yaha
Chota bada na koi
Barabar hai sab yaha
Paida kiya hai jisne
Ussi ka hai ye jahaa
Paida kiya hai jisne
Ussi ka hai ye jahaa
Uska hi aasara hai hame
Duniya bar se kya
Uska hi aasara hai hame
Duniya bar se kya
Mahlo me rahne wale
O dene walo humko na
Daulat ki bheekh do
O dene walo humko na
Daulat ki bheekh do
Jholi hai dil khali
Mohabbat ki bheekh do
Jholi hai dil khali
Mohabbat ki bheekh do
Bhukhe ik najar ke
Hame maal udhar se kya
Bhukhe ik najar ke
Hame maal udhar se kya
Mahlo me rahne wale
Zillat se heere moti bhi
Maalik kasam na le
Zillat se heere moti bhi
Maalik kasam na le
Nafrat se agar mile to
Mohabbat bhi hum na le
Nafrat se agar mile to
Mohabbat bhi hum na le
Izzat se jo na dekhe hame
Uss najar se kya
Izzat se jo na dekhe hame
Uss najar se kya
Mahlo me rahne wale...