Aa aa aa
Nukta cheen hai gham e dil
Usako sunaye na bane
Usako sunaye na bane
Kyaa bane baat jahaan
Baat banaye na bane
Nukta cheen hai gham e dil
Gair phirata hai liye yun
Tere khat ko ke agar
Koi puchhe ke ye kyaa hai to
Chhupaye na bane
Nukta cheen hai gham e dil
Mai bulata to hun usako
Magar ai jazba-e-dil
Us pe ban jaaye kuchh
Aisi ki bin aaye na bane
Us pe ban jaaye kuchh
Aisi ki bin aaye na bane
Nukta cheen hai gham e dil
Ishq par zor nahi hai ye
Wo aatish gaalib
Ishq par zor nahi hai ye
Wo aatish gaalib
Ki lagaaye na lage aur
Bujhaye na bane
Nukta cheen hai gham e dil
Usako sunaye na bane...
Aah Ko Chahiye Ek Umar |
Chali Pee Ke Nagar |
Dil E Nadan |
Hai Bas Ke Har Ek Unke |
Nukta Cheen Hai Gham E Dil |
Phir Mujhe Deeda E Tar |
Rahiye Ab Aisi Jagah |
Wahshat Hi Sahi |
Yeh Na Thi Hamari Kismat |