Mere Dil Mein Aayiye from Dholak Movie (Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder))

Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye
Donon ghar hain aapke
Donon ghar hain aapke
Chaahe jahaan bas jaayiye
Mere dil me aayiye
Meri nazar mein aayiye

Mere dil se kheliye
Marzi agar hai aapki
Mere dil se kheliye
Marzi agar hai aapki
Aayiye ke meri duniya
Muntazir hai aapki
Aap ko meri kasam
Ab aur na sharmaayiye
Donon ghar hain aapke
Donon ghar hain aapke
Chaahe jahaan bas jaayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye

Maar daalegi hamen
Ye berukhi acchi nahi
Acchi nahi
Aapke sar ki kasam
Ye dillagi acchi nahin
Bin kahe aa jaayiye
Ab aur na tadpaayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye

Kya khabar hai ye haseen
Raatein rahen ya na rahen
Madbhari aankhon ki barkha
Phir rahein yaa na rahen
Muskuraate aayiye
Muskuraate jaayiye
Donon ghar hain aapke
Donon ghar hain aapke
Chahe jahaan bas jaayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar me aayiye...

Song Details
Movie
Dholak
Artist
Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Directory
Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Label
Saregama
Singers
Shamshad Begum
Lyricist
Aziz Kashmiri

Other Lyrics from Dholak

Aise Rasiya Ka
Chand Ki Sundar Nagri Mein
Chhalak Raha Hai Nigahon Se Pyar
Chori Chori Aag Si
Ek Pal Ruk Jaana Sarkar
Halla Gulla Lai La
Magar Aye Haseenayein Bekhabar
Mausam Aaya Hai Rangeen
Mere Dil Mein Aayiye

Other popular Lyrics by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Kya Raat Suhaani Hai (Alif Laila)
Ya Ela Hi (Badmaash)
Us Dil Ki Kismat (Lahore)
Tujhko Bhulana Mere Bas Me Nahi (Alif Laila)
Jaam Chhalka E Jaa (Badmaash)
Hona Tha Jo Ho Gaya (Badmaash)
Aankh Teri Mastani Hai (Dal: The Gang)
Bahaaren Phir Bhi Aayengi (Lahore)
Tute Hue Armaanon Ki (Lahore)
Chori Chori Aag Si (Dholak)