Meri Aankhon Ki Neend from Madhosh Movie (Madan Mohan Kohli)

Meri aankhon ki neend le gayaa
Meri aankhon ki neend le gayaa

Bedardi baalam
Ho ho ho
Mohe dagaa de gayaa

Meri aankhon ki neend le gayaa
Bedardi baalam
Ho ho ho
Mohe dagaa de gayaa

Jab jab tera dhyaan
Sajna karoon main

Chhup chhup duniya se aahein bharoon main
Aap gayaa mera chain le gayaa

Mera chain le gayaa
Mohe dagaa de gayaa

Meri aankhon ki neend le gayaa
Bedardi baalam
Ho ho ho
Mohe dagaa de gayaa

Birha ki lambi raatein
Hamko sataayengi
Ji hamko sataayengi

Teri zafaayen piyaa hamein yaad aayengi
Oy hamein yaad aayengi

Dukh deke koi mera chain le gayaa
Mera chain le gayaa
Mohe dagaa de gayaa

Meri aankhon ki neend le gayaa
Bedardi baalam
Ho ho ho
Mohe dagaa de gayaa

Gham jo diya hai toone
Kaise sahenge

Ro ro ke balma ham to sabse kahenge
Aap gayaa mera chain le gayaa

Mera chain le gayaa
Mohe dagaa de gayaa

Meri aankhon ki neend le gayaa
Bedardi baalam
Ho ho ho
Mohe dagaa de gayaa

Meri aankhon ki neend le gayaa
Bedardi baalam
Ho ho ho
Mohe dagaa de gayaa...

Song Details
Movie
Madhosh
Artist
Madan Mohan Kohli
Music Directory
Madan Mohan Kohli
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Raja Mehdi Ali Khan

Other Lyrics from Madhosh

Chhod Mujhe Na Jaana
Hamein Ho Gaya Tumse
Jab Aane Wale
Mere Dil Ki Nagariya
Meri Aankhon Ki Neend
Meri Yaad Mein Tum
Pagdi Pehan Ke Turredaar

Other popular Lyrics by Madan Mohan Kohli

Chal Chal Chal Mere Dil (AKeli mat jaiyo)
Thoda Sa Aitbaar Kijiye (Chowkidar)
Dulhan Marwad Ki Aaaee Chham Chham (Anpadh)
Hai Is Hi Men Pyaar Ki Aabaroo (Anpadh)
Ishq Ki Garmi E Jazbaat (Gazal)
Raggi Pappi Lalli (Jailor)
Raste Mein Do Anjane (AKeli mat jaiyo)
Yeh To Kaho Kaun Ho Tum (AKeli mat jaiyo)
Akeli Mat Jaiyo (AKeli mat jaiyo)
Are O Dekhne Wale (Anjaam)