Dukh Se Bhara Hua Hai Dil from Jan Pahchan Movie (Various Artists)

Dukh se bhara hua hai dil,
Jine mein kuchh maja nahi
Dukh se bhara hua hai dil,
Jine mein kuchh maja nahi
Tut gaye sab asare
Tut gaye sab asare
Abb koyi asara nahi
Dukh se bhara hua hai dil

Dard se dil nidhal hai,
Aaj yeh apna hal hai
Dard se dil nidhal hai,
Aaj yeh apna hal hai
Ruthi huye hai zindage
Ruthi huye hai zindage
Maut ka bhi pata nahi
Dukh se bhara hua hai dil

Bigade huye nasib ne,
Lut liya chaman mera chaman mera
Bigade huye nasib ne,
Lut liya chaman mera chaman mera
Hay kija hay kija to gam na kar,
Hay kija to gam na kar
Teri koyi khata nahe
Dukh se bhara hua hai dil
Jine mein kuchh maja nahi
Dukh se bhara hua hai dil...

Song Details
Movie
Jan Pahchan
Artist
Various Artists
Music Directory
Khemchand Prakash, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Music Label
Saregama
Singers
Shankar Dasgupta
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Jan Pahchan

Aaoge Na Sajan
Arman Bhare Dil
Bhoolne Wale Tujhe
Dukh Se Bhara Hua Hai Dil
Duniya Mohabbat Karne Na Degi
Hum Kya Batayen Tumse
Naina Mila Ke Dil Cheena
Pardesi Se Lag Gayi Preet Re

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)