Duniya Hamare Pyar Ki from Lahore Movie (Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder))

Duniyaa hamaare pyaar kii
Yuun hii javaan rahe
Main bhii vahiin rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Duniyaa hamaare pyaar
Kii yuun hii javaan rahe
Main bhii vahiin rahuun
Meraa saajan jahaan rahe

Do din ki zindagi hai
Ise yuun guzaar de

Do din ki zindagi hai ise yuun guzaar de
Ujadi hui ye pyaar
Ki raahen sanvaar de
Ujadi hui ye pyaar
Ki raahen sanvaar de
Ham tum yahaan rahe
Naa rahe is kaa gam nahin
Lekin hamaare pyaar
Kaa baaki nishaan rahe
Main bhi vahin rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Duniyaa hamaare pyaar ki
Yuunhi javaan rahe
Main bhi vahi rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Duniyaa hamaare pyaar ki
Yuunhi javaan rahe
Main bhi vahi rahuun
Meraa saajan jahaan rahe

Duniyaa men chhod
Jaayenge ham vo nishaaniyaan
Duniyaa men chhod
Jaayenge ham vo nishaaniyaan
Ban jaayengi jo pyaar
Ki mithi kahaaniyaan
Ban jaayengi jo pyaar
Ki mithi ahaaniyaan
Duniyaa hamaare baad
Hamen yuun karegi yaad
Do pyaar karane vaale
Hain par ek jaan rahe
Main bhi vahin rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Duniyaa hamaare pyaar ki
Yuunhi javaan rahe
Main bhi vahin rahuun
Meraa saajan jahaan rahe
Duniyaa hamaare pyaar ki...

Song Details
Movie
Lahore
Artist
Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Directory
Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Label
Saregama
Singers
Karan Deewan, Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Lahore

Bahaaren Phir Bhi Aayengi
Duniya Hamare Pyar Ki
Sun Lo Sajan
Tute Hue Armaanon Ki
Us Dil Ki Kismat
Wohi Rota Hua Dil

Other popular Lyrics by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Kya Raat Suhaani Hai (Alif Laila)
Us Dil Ki Kismat (Lahore)
Ya Ela Hi (Badmaash)
Chhalak Raha Hai Nigahon Se Pyar (Dholak)
Bahaaren Phir Bhi Aayengi (Lahore)
Aankh Teri Mastani Hai (Dal: The Gang)
Chori Chori Aag Si (Dholak)
Hona Tha Jo Ho Gaya (Badmaash)
Jaam Chhalka E Jaa (Badmaash)
Tujhko Bhulana Mere Bas Me Nahi (Alif Laila)