Jeene Ka Dhang from Parwana Movie (Khawaja Khurshid Anwar)

Ai phool hans ke baagh me
Kaliya khilaaye ja
Shabnam ki ashq
Apane hansi mein chhupaaye ja

Jine ka dhang sikhaaye ja
Kaanto ki nok par
Khada muskuraaye ja
Jine ka dhang sikhaaye ja
Kaanto ki nok par
Khada muskuraaye ja
Ine ka dhang sikhaaye ja

Bhanvare ne tere kaan mein
Kuch gunguna diya
Bhanvare ne tere kaan mein
Kuch gunguna diya
Yeh kah ke raaje zindagi
Tujhako bata diya
Yeh kah ke raaje zindagi
Tujhako bata diya
Rote huye zahan me
Tu muskuraaye ja
Tu muskuraaye ja
Jine ka dhang sikhaaye ja
Kaanto ki nok par
Khada muskuraaye ja
Jine ka dhang sikhaaye ja

Bulbul ki sadaao me bhi
Paigham yahi hai
Bulbul ki sadaao me bhi
Paigham yahi hai
Koyal ki bhi har kook
Subah sham yahi hai
Koyal ki bhi har kook
Subah sham yahee hai
O hanste huye phool
Tere husn ke sadke
O hanste huye phool
Tere husn ke sadke
Patjhad me kya kare koyi
Itana bataaye ja
Itana bataaye ja
Jine ka dhang sikhaaye ja
Kaanto ke nok par
Khada muskuraaye ja
Jine ka dhang sikhaaye ja...

Song Details
Movie
Parwana
Artist
Khawaja Khurshid Anwar
Music Directory
Khawaja Khurshid Anwar
Music Label
Saregama
Singers
Kundan Lal Saigal
Lyricist
Deena Nath Madhok

Other Lyrics from Parwana

Aa Ja Baalma Rain
Jab Tum Hi Nahin Apne
Jeene Ka Dhang
Mere Mundere Na Bol
Mohabbat Mein Kabhi
Paapi Papeeha Re
Tut Gaye Sab Sapne
Us Mast Nazar Pe

Other popular Lyrics by Khawaja Khurshid Anwar

Paapi Papeeha Re (Parwana)
Us Mast Nazar Pe (Parwana)
Tut Gaye Sab Sapne (Parwana)
Mohabbat Mein Kabhi (Parwana)
Mere Mundere Na Bol (Parwana)
Jeene Ka Dhang (Parwana)
Jab Tum Hi Nahin Apne (Parwana)
Aa Ja Baalma Rain (Parwana)