Aaine Men Ek Chaand Si Surat from Elan Movie (Naushad Ali)

Aaine me ek chaand si
Surat nazar aai
Aaine me ek chaand si
Surat nazar aai
Sau baar hui jis pe
Fidaa saari khudaai
Ho surat nazar aai
Sau baar hui jis pe
Fidaa saari khudaai
Ho surat nazar aai

Aankho me tamannaao
Kaa aabaad zamaanaa
Har baat kuchh aisi ke
Mohabbat kaa fasaanaa
Aankho me tamannaao
Kaa aabaad zamaanaa
Har baat kuchh aisi ke
Mohabbat kaa fasaanaa
Phulo ne nazaaqat
Tere rukhasaar se paai
Ho surat nazar aai
Aaine me ek chaand si
Surat nazar aai

Dhalakaa huaa aanchal
Ho qayaamat ki adaaye
Detaa hai meraa dil
Tujhe rah rah ke duaaye
Dhalakaa huaa aanchal
Ho qayaamat ki adaaye
Detaa hai meraa dil
Tujhe rah rah ke duaaye
Aa
Husn salaamat rahe
Aabaad rahe tu ai

Husn salaamat rahe
Aabaad rahe tu
Tu hai to tere dam
Se hai aabaad khudaai
Tu hai to tere dam
Se hai aabaad khudaai
O surat nazar aai
Aaine me ek chaand si
Surat nazar aai...

Song Details
Movie
Elan
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Amirbai Karnataki, Surendra Nath
Lyricist
Zia Sarhadi

Other Lyrics from Elan

Aaine Men Ek Chaand Si Surat
Aayee Ajal Ai Zindagi
Allah Nigahban Tera
Dekh Khuda Ki Shan Saheli
Dil Ke Arman Nikalu Mai
Ek Baar Phir Se Aajaa
Insan Ki Tehzeeb Pe
Kuch Aur Sitam Honge
Mere Pehaloo Mein
Teraa Jahan Aabad Hai
Ye Ajal Zindagi

Other popular Lyrics by Naushad Ali

Aayi Re Holi Aayi (Aawaz De Kahan Hai)
Bhole Bhaale Se (Aawaz De Kahan Hai)
Suhani Raat Dhal Chuki (Dulari)
Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai (Aan)
Aaja Meri Barbaad Muhabbat (Anmol Ghadi)
Aaya Mere Dil Mein Tu (Dastan)
Ab Kaun Hai Meraa (Anmol Ghadi)
Dil Mein Chhupake Pyar Ka (Aan)
Gham Diye Mustaqil (Shahjehan)
Hum Dard Ka Afsana (Dard)