Suroor from Trip to Bhangarh Movie (Onkar Singh)

Raahein ajnabi si
Dil mein dhuaan saa
Main hoon khoya saa
Nikal pade hai door
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor

Woh din they woh thi raate
Band dosto ka bajate
Woh ladki jisko chahte
Collage mein ghunghunate
Masoom dil ki aarzoo
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor

Lectur ki matha fodi se
Hum they hichkichate
Taadne ko uss ladki ko
Ghanto hum bitatey
Raat raat bhar dosto sang
Peete aur peelate
Tension se milo kosho door
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor

Manzile hai nayi dagar
Hai kaisa yeh asar
Collage mein pehenke
Formals kehte hai how are you sir
Josh hai apne dil mein
Kuchh to aaj kar
Jaana hai hum ko aaj door
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor

Manzile nayi si thi
Kuch naye se raastey
Woh bhi pal kuch ajib thaa
Fight thi sach ke vaasti
Dar tera kisi ka hum
Vaat sab ki lagate
Chehare pe sach ka ek noor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor...

Song Details
Movie
Trip to Bhangarh
Artist
Onkar Singh
Music Directory
Onkar Singh
Music Label
Zee Music
Singers
Palak Muchhal, Shriram Iyer
Lyricist
Manish Chaudhary, Onkar Singh

Other Lyrics from Trip to Bhangarh

Aaja Ni
Free Of Cost
Mangal Raat
Piya Ki Nazariya
Slow Motion
Suroor

Other popular Lyrics by Onkar Singh

Free Of Cost (Trip to Bhangarh)
Aaja Ni (Trip to Bhangarh)
Suroor (Trip to Bhangarh)
Piya Ki Nazariya (Trip to Bhangarh)