Nazar Na Phero Humse from Deedar Movie (Naushad Ali)

Najar phero naa hamse, ham hain tum par marne walo me

Najar phero naa hamse
Najar phero naa hamse, ham hain tum par marne walo me
Hamara nam bhee likh lo, mohabbat karne walo me
Mohabbat karne walo me

Jahan najare milee, bole key ham hain marne walo me
Jahan najare milee, bole key ham hain marne walo me
Banawat hee banawat hai, mohabbat karne walo me
Mohabbat karne walo me

O tumharee shokiyo ko dil meraa nakam kar dega aa
Suna kar pyar key nagme, tumhe badnam kar dega ha
Ajee yeh dil nahee chhip chhip key, aahe bharne walo me
Hamara nam bhee likh lo, mohabbat karne walo me
Mohabbat karne walo me

Wahee dil hai jo iss duniya me apna nam kar jaye
Mohabbat kya karega woh jo badnamee se dar jaye ha
Nahee ham aapkee inn dhamkiyo se, darne walo me
Banawat hee banawat hai, mohabbat karne walo me
Mohabbat karne walo me...

Song Details
Movie
Deedar
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
G. M. Durrani, Shamshad Begum
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Deedar

Bachpan Ke Din Bhoola Na Dena
Chaman Mein Rakhe Verana
Dekh Liya Maine Kismat Ka Tamasha
Duniya Ne Teri Duniyawale
Hue Hum Jinke Liye Barbad
Le Ja Meri Duayeein Le Ja
Meri Kahani Bhoolne Wale
Naseeb Dar Pe Tera Aazmane Aya Ho
Nazar Na Phero Humse
Tu Kon Hai Mera Kehde Balam

Other popular Lyrics by Naushad Ali

Aayi Re Holi Aayi (Aawaz De Kahan Hai)
Bhole Bhaale Se (Aawaz De Kahan Hai)
Suhani Raat Dhal Chuki (Dulari)
Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai (Aan)
Aaja Meri Barbaad Muhabbat (Anmol Ghadi)
Aaya Mere Dil Mein Tu (Dastan)
Ab Kaun Hai Meraa (Anmol Ghadi)
Dil Mein Chhupake Pyar Ka (Aan)
Gham Diye Mustaqil (Shahjehan)
Hum Dard Ka Afsana (Dard)