Dil Dhadakne Do from Zindagi Na Milegi Dobara Movie (Shankar Ehsaan Loy)


Hey hey, chalo na
Dhoondhein shehar naya
Jahaan muskurahatein hain bikhri
jahaan se gham ka mausam gaya
Jahaan meethi baatein, har ik ajnabi se ho
Bhule hum bhi jo saari fikrein
Lamha lamha khushiyan bikhrein
Idhar udhar aur yahaan-wahaan
Jayein wahin, dil kahe jahaan
Baby baby baby...

Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do

Hey hey..!, chalo na
Gaaye naye naye geet
Khel aisa kyun na koi khele, jisme sabhi ki ho jeet
Inn dino phool aur taare, koi bhi dekhta nahin
Dekhe unko deewane hoke, koi kitna bhi humko toke
Khuli hawa ho khula samaa
Jaage hue ho sab armaan
Baby baby baby...

Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do

Humse dil ne kahin jo baatein, aao maan le
Jis pe chalta nahin hai koi raah woh chalein
Thodi aawargi ho, thodi thodi madhoshiyan ho baby
Hum ho tum ho, baby tell me

Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do
Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do

Kab tak giney, hum dhadkane
Dil jaise dhadke dhadakne do
Kyun hai koi aag dabi
Shola jo bhadke bhadakne do



Song Details
Movie
Zindagi Na Milegi Dobara
Artist
Shankar Ehsaan Loy
Music Directory
Shankar Ehsaan Loy
Music Label
T-Series
Singers
Joi Barua, Suraj Jagan, Shankar Mahadevan
Lyricist
Javed Akhtar

Other Lyrics from Zindagi Na Milegi Dobara

Der Lagi Lekin
Dil Dhadakne Do
Ik Junoon (Paint it Red)
Khwabon Ke Parindey
Senorita
Sooraj Ki Baahon Mein
Toh Zinda Ho Tum

Other popular Lyrics by Shankar Ehsaan Loy

Zaraa Dil Ko Thaam Lo (Don 2)
Senorita (Zindagi Na Milegi Dobara )
Dil Dhadakne Do (Zindagi Na Milegi Dobara )
Dushman Mera (Don 2)
Hai Ye Maya (Don 2)
Don 2 Title Song (Don 2)
Mujhko Pehchaanlo (Don 2)
Toh Zinda Ho Tum (Zindagi Na Milegi Dobara )
Sooraj Ki Baahon Mein (Zindagi Na Milegi Dobara )
Der Lagi Lekin (Zindagi Na Milegi Dobara )