Bolo Sanam Kya from Daulat Ki Jung Movie (Various Artists)

Bolo sanam abb kya hai irada, socho jara kya kiya tha wada
Bolo sanam abb kya hai irada, socho jara kya kiya tha wada

Wada tha jine kaa, wada tha marne kaa, kuch kar gujarne kaa
Toh kuchh ho jane do kayamat aane do
Toh kuchh ho jane do kayamat aane do

Bolo sanam abb kya hai irada, socho jara kya kiya tha wada
Wada tha jine kaa, wada tha marne kaa, kuch kar gujarne kaa
Toh kuchh ho jane do kayamat aane do
Toh kuchh ho jane do kayamat aane do

Din yahi to hai baaho me aane ka
Khatra nahi koi jalim jamane ka
Din yahi to hai baaho me aane ka
Khatra nahi koi jalim jamane ka

Bikhari julfe galo pe pasina
Lagja sine se aa meri hasina
Ye din hai jeene ka, ye din hai marne ka, kuch kar gujarne kaa
Toh kuchh ho jane do kayamat aane do
Toh kuchh ho jane do kayamat aane do

Chal kahee chal de la apnee baho ko
Naa rok sake koyee iss dil kee raho ko
Chal kahee chal de la apnee baho ko
Naa rok sake koyee iss dil kee raho ko

Aise mujme kho ja mere pyare me, kaliya kaliya dhundha kare saare
Dil deke jina hai, dil deke marna hai,kuch kar gujarne kaa
Toh kuchh ho jane do kayamat aane do
Toh kuchh ho jane do kayamat aane do

Bolo sanam abb kya hai irada, socho jara kya kiya tha wada
Wada tha jine kaa, wada tha marne kaa, kuch kar gujarne kaa
Toh kuchh ho jane do kayamat aane do
Toh kuchh ho jane do kayamat aane do....

Song Details
Movie
Daulat Ki Jung
Artist
Various Artists
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Tips Music
Singers
Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Daulat Ki Jung

Ab Teer Chale Talwar
Bolo Sanam Kya
Haay Duniya Jhumke Ki
Hai Daiya Jhumke Ki
Rooti Aankhen Lekar
Samjha Karo Baat

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Maula (Jism 2)
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Baby Se Babydoll (Gippi)