Bahar hi bahar hai
Fiza main bhi khumar hai
Bhawar kali se kah raha
Bhawar kali se kah raha
Ke mujhko tumse pyar hai
Bahar hi bahar hai
Kisi na kisi koye dil tum dogi
Kisi na kisi se mohabbat karogi
Ye dil hai mera jo bhi chahu karungi
Main dil ye kisi pagal ko na dungi
Ye dil hai mera jo bhi chahu karungi
Main dil ye kisi pagal ko na dungi
Bahar hi bahar hai
Fiza me bhi khumar hai
Hai rangi shama mausam hai suhana
Kabhi ye kahoge ke chhedo tarana
Chhaya hai kya nasha
Mujhko hai kya pata
Tuhi meri manjil tu hai sahara
Bina pankh udta hai panchhi bechara
Bahar hi bahar hai
Fiza me bhi khumar hai
Ke jis din sham or sahar honge mere
Kis din tere adhar honge mere
Na din kabhi wo aayega
Ye khwab tut jayega
Na din kabhi wo aayega
Ye khwab tut jayega
Bahar hi bahar hai
Fiza me bhi khumar hai
Bahar hi bahar hai
Bahar hi bahar hai
Fiza me bhi khumar hai
Fiza me bhi khumar hai
Bhawar se kah rahi kali
Bhawar kali se kah raha
Ye juth besumar hai...
Bahar Hi Bahar |
Gum Sum |
Jay Bhagawathi |
Sar Sar Hawa |
Sun Sun Goria |