Ek Adhurisi Mulaqat Huyi Thi from Dahleez Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Ek adhuri si mulakat hui thi jinse
Ek adhuri si mulakat hui thi jinse

Jane ab un se mulakat ho ke na ho
Ek adhuri si mulakat hui thi jinse
Jin hasi raah pe ham sath chale
The kuch din
Jin hasi raah pe ham sath chale
The kuch din
Jane us raah pe ab sath kabhi ho ke na ho
Jin hasi raah pe ham sath chale
The kuch din

Kuch bataya hi nahi hath chudane
Ka sabab
Kuch bataya hi nahi hath chudane
Ka sabab
Fir na aane ka sabab
Ruth ke jane ka sabab
Puchte unse mager
Bat kabhi ho ke na ho

Ek adhuri si mulakat hui thi jinse
Meri khamosh mohabbat na samjha koi
Meri khamosh mohabbat na samjha koi
Dil yuhi choad gaya aag me jalta koi
Dil pe ab pyar ki barsat ho ke na ho
Jin hasi raah pe ham sath chale
The kuch din

Zindagi ko kisi chehere ka ujala na mila
Zindagi ko kisi chehere ka ujala na mia
Thak gaye paav mager koi saya na mila
Unki julafo ke tale raat kabhi ho ke na ho
Ek adhuri si mulakat hui thi jinse

Hame socha tha ke ab sath na chutega kabhi
Hame socha tha ke ab sath na chutega kabhi
Zindagi bhar ka bhandhan hai na tutega kabhi
Do ghadi bhi mager ab sath kabhi
Ab sath ho ke na ho

Jane us raah pe ab sath kabhi ho ke na ho
Ek adhuri si mulakat hui thi jinse
Jane ab un se mulakat ho ke na ho..

Song Details
Movie
Dahleez
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Bhupinder Singh, Mahendra Kapoor
Lyricist
Hasan Kamal

Other Lyrics from Dahleez

Bewafa Ja
Dil Beqarar
Ek Adhurisi Mulaqat Huyi Thi
Jhoomti Baharon Ka Sama
Tum Aaye To Hum Ko

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Badle Badle Mere Sarkar (Chaudhvin Ka Chand)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Yammaa (China Town)