Aaina mujhse meri pehli si surat mange
Aaina mujhse meri pehli si surat mange
Aaina mujhse meri pehli si surat mange
Mere apne meri hone ki nishani mange
Aaina mujhse meri pehli si surat mange
Me bhatakata hee raha dard key virane me
Wakt likhta raha chere peh har pal kaa hishab
Meree shorat meri deewangi kee najar huyee
Pi gayee may kee bolte meri gito kee kitab
Aaj lauta hu too hasne kee ada bhul gaya
Yeh sahar bhula muje me bhee ishe bhul gaya
Mere apne meri hone ki nishani mange
Aaina mujhse meri pehli si surat mange
Mera fan phir muje bajar me ley aaya hai
Yeh woh jagah key jahan mero wafa bikate hain
Bap bikate hain aur lakhte jigar bikate hain
Kookh bikatee hain dil bikate hain sar bikate hain
Iss badaltee huyee duniya kaa khuda koyi nahi
Saste damo peh yaha roj khuda bikate hain
Har kharidar ko bajar me bikata paya
Ham kya payenge kisee ne yaha kya paya
Mere aheshas mere phul kahi aur chale
Bol puja meree bachi kahi
Aur chale, aur chale, aur chale...
Aaina Mujhse Meri |
Dabdabai Aankhein |
Kabhi Khwab Mein |
Sapno Ke Ghar Ki |
Wafa Jo Tumse Kabhi |