Meri Jaan Tera Dil from Daanveer Movie (Various Artists)

Meri jaan tera dil kisne chura liya
Chahat ka rog bhala kisne laga diya
Meri jaan tera dil kisne chura liya
Chahat ka rog bhala kisne laga diya
Hal ye mera jisne kiya
Jisne churaya mera jiya
Wo hai diwana mers piya
Kaise batau dil ki lagi to anadi hai jane na
Meri jaan tera dil kisne chura liya
Chahat ka rog bhala kisne laga diya
Meri jaan tera dil kisne chura liya
Chahat ka rog bhala kisne laga diya
Hal ye mera jisne kiya
Jisne churaya mera jiya
Meri diwani meri dilruba
Kaise batau dil ki lagi to anadi hai jane na

Usne dekha jo pyar se uske khwabo me kho gayi
Rab jane ek pal me kya sararat ho gayi
Muskurake wo dilruba dard ulfat ka de gayi
Kya batau kis tarah se meri nindo ko le gayi
Sun jara galo ki lali kaha gayi
Mastane kano ki bali kaha gayi
Sun jara galo ki lali kaha gayi
Mastane kano ki bali kaha gayi
Isme nahi hai meri khata karti bhala kya tu hi bata
Mujhko nahi tha kuch bhi pata
Kaisi manati pagal hai dil bhi koi bat mane na

Le gaya sare rang se gore ango ko chum ke
Baliya bhi ho gayi gum usne pakda jo jhum ke
Ishk me bekhyal tha isme mera kususr kya
Hona tha jo ho gaya wo sochna ab huzur kya
Hamse anjane me aisi hui khata
Age kya ab hoga pyare jara bata
Hamse anjane me aisi hui khata
Age kya ab hoga pyare jara bata
Dono ki naji haji hogi
Ye sari dunia razi hogi
Hey ab to hamari sadi hogi
Koi batade bairi jaha ake raste me roke na..

Song Details
Movie
Daanveer
Artist
Various Artists
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Vatsa Music
Singers
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Daanveer

Chumma Chumma
Hai Mere Dil Ke Pas Tu
Ham Tum Ko Chahenge
Jab Dil Tarse
Kari Kazrari
Meri Jaan Tera Dil
Rimjhim Rimjhim

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)