Preet Yeh Kaisi from Daag Movie (Various Artists)

Preet ye kaisi bol ri duniya
Preet ye kaisi bol duniya
Bol ri duniya bol
Dhool mein man ka koi na poochhe mol duniya
Preet ye kaisi bol ri duniya
Preet ye kaisi bol duniya
Bol ri duniya bol

Dekhoon main ek sundar sapana
Dhoondhun taaron mein ghar apna
Dhoondhun taaron mein ghar apna

Dekhoon main ek sundar sapana
Dhoondhun taaron mein ghar apna
Dhoondhun taaron mein ghar apna
Andhi qismat tod rahi hai ye sapane anamol duniya
Preet ye kaisi bol

Preet ye kaisi bol ri duniya
Preet ye kaisi bol duniya
Bol ri duniya bol

Doob gaya din shaam ho gai
Jaise umar tamaam ho gai
Jaise umar tamaam ho gai
Meri maut khadi hai dekho apna ghoonghat khol re
Preet ye kaisi bol
Meri maut khadi hai dekho apna ghoonghat khol re
Preet ye kaisi bol

Preet ye kaisi bol ri duniya
Preet ye kaisi bol duniya
Bol ri duniya bol

Mere sukh se bol ai daata
Kya jaata teri duniya ka
Kya jaata teri duniya ka

Mere sukh se bol ai daata
Kya jaata teri duniya ka
Kya jaata teri duniya ka
Pyaar ka amrit deke toone zahar diya kyon ghol duniya
Preet ye kaisi bol

Preet ye kaisi bol ri duniya
Preet ye kaisi bol duniya
Bol ri duniya bol...

Song Details
Movie
Daag
Artist
Various Artists
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Daag

Aaye Na Ab Tak Balma
Ae Mere Dil Kahin Aur Chal
Dekho Aaya Ye Kaisa Zamaana
Hum Dard Ke Marhon Ka Itna Hi Fasana
Koi Nahin Mera is Duniya Mein
Lage Jabse Nain Lage
Preet Yeh Kaisi

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)