Don't You Love Me Baby from Chura Liyaa Hai Tumne Movie (Himesh Reshammiya)

Dil ki galiyon mein
Dhadkanon pe ikhtiyar nahin hota
Ishq woh jalwa hai
Jo pardanashi nahin hota
Teri ada teri nazar
Teri hansi teri umar
Yaara kehti yehi pooch dil se
Don’t you love me
Teri ada teri nazar
Teri hansi teri umar
Yaara kehti yehi pooch dil se
Don’t you love me
Teri ada teri nazar
Teri hansi teri umar
Yaara kare dillagi raat hai aadhi
Just go to sleep baby

Teri ada teri nazar
Haseenoka har tevar
Saccha nahi hota
Ikraar karke izhaar na karna
Achcha nahi hota
Aisa bhi kya hum se gila
Anare sanam mujh ko mila
Jo bhi kaho paas aane do
Maibarne so janedo
Neend to hai ek bahana
Kadam na aage badhana
Lagega darr akele mein
Fasaoo na jhamele mein
Soo jaao tum milenge hum sapno ke mele mein
Teri sharam teri hayya
Teri saasen teri dhadkan
Yaara kehti yehi pooch dil se
Don’t you love me
Teri ada teri nazar

Maana intezar ka alam
Bada sakht lagta hai
Lekin kya kare
Dil ki baat zubaan par aate aate
Waqt lagta hai
Samjha karo tumse ishq hai
Sambhal ke raho is mein risk hai
Koi gam nahi jo bhi ho sila
Ho besharam ho tum kitne bhala
Ek nazar dekho to idhar
Deewane kyon ho is kadar
Khidkiyan dil ki khol do
Hume tum tanha chhod do
Yun na udo khayalon mein tum
Raahon ko mod lo
Teri zuban teri wafa
Teri aarzoo teri justajoo
Yaara kare dillagi raat hai aadhi
Just go to sleep baby
Teri hansi teri umar
Yaara kahti yehi pooch dil se
Don’t you love me..

Song Details
Movie
Chura Liyaa Hai Tumne
Artist
Himesh Reshammiya
Music Directory
Himesh Reshammiya
Music Label
Sony Music
Singers
Alka Yagnik, Shaan
Lyricist
Sudhakar Sharma

Other Lyrics from Chura Liyaa Hai Tumne

Boys Are Best
Chura Liya Hai Tumne
Dil Hai Mera
Don't You Love Me Baby
Mohabbat Hai Mirchi

Other popular Lyrics by Himesh Reshammiya

Sari Sari Raat (Khiladi 786 )
Pe Pe Pe (Shortcut Romeo)
Khali Salam Dua (Shortcut Romeo)
Tirat Meri Tu (Policegiri)
Ishq Ne Tere (Ahista Ahista)
Go Go Govinda (Oh My God )
Mere Nishaan (Oh My God )
Hari Bol (Oh My God )
O Baawariya (Khiladi 786 )
Tu Hoor Pari (Khiladi 786 )