Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon from Chor Machaye Shor Movie (Ravindra Jain)

Ghunghroo ki tarah bajtahi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajtahi raha hoon main
Kabhi is pagh main kabhi us pagh main
Bajtahi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajtahi raha hoon main

Kabhi toot gaya kabhi todha gaya
Sau bar mujhey phir jodha gaya
Kabhi toot gaya kabhi todha gaya
Sau bar mujhey phir jodha gaya
Yunhi toot toot ke aur mit mit ke
Banta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajtahi raha hoon main

Main karta raha auron ki kahi
Meri baat mere man hi main rahi
Main karta raha auron ki kahi
Meri baat mere man hi main rahi
Kabhi mandir main kabhi mehfil main
Sajtaa hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajtahi raha hoon main

Apnon me rahey ya gairon me
Ghunghroo ki jagah toh hai pairon mein
Apnon me rahey ya gairon me
Ghunghroo ki jagah toh hai pairon mein
Phir kaisa gila jag se jo mila
Saheta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajtahi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajtahi raha hoon main
Bajtahi raha hoon main
Hm hmm hmm..

Song Details
Movie
Chor Machaye Shor
Artist
Ravindra Jain
Music Directory
Ravindra Jain
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Ravindra Jain

Other Lyrics from Chor Machaye Shor

Ek Dal Par Tohta Bholey
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon
Le Jayenge Le Jayenge Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

Other popular Lyrics by Ravindra Jain

Sharaab Hai (Aatish)
Pooja Ki Vidhi Na Jaanu (Deewaangee)
Main Nehla Thi (Aatish)
Kahi Naam Na (Aatish)
Na Kaho Na Haan Kaho (Babul)
Mai Ek Fankar Hu (Daasi)
Wo Bhi Mujhse (Deewaangee)
Chandra Baal Shobitam (Abodh)
Babu Managera Ve (Aatish)
Ghir Ghir Aaye Megh (Abodh)