Bat Kya Hai Kaise Kah De from Chor Aur Chand Movie (Various Artists)

Bat kya hai kaise kah de tumse raj kee
Arey bat kya hai kaise kah de tumse raj kee
Thode se ham, thode se tum
Thode se ham, thode se tum dono ajnabee ho

Bat kya hai kaise kah de tumse raj kee
Bat kya hai kaise kah de tumse raj kee
Thode se ham, thode se tum
Thode se ham, thode se tum dono ajnabee

Bat kya hai kaise kah de tumse raj kee
Arey bat kya hai kaise kah de tumse raj kee

La la la la la la
Har pal kyon aisee najar se tum dekhtee ho hame
Hamko toh lagne laga hai, ham chahte hain tumhe
Khud se pyar nahee hamko, kaise pyar kare tumko
Viran hai sunsan hai
Viran hai sunsan hai, apnee jindagee hey
Bat kya hai kaise kah de tumse raj kee
Arey bat kya hai kaise kah de tumse raj kee

Kaise mai har bat kah du, jab tak bharosa naa ho
Mai kya hu tumne abhee tak, shayad socha naa ho
Soch key abb kya karna hai, sath hee jina marna hai
Jane naa too kaisee agan
Jane naa too kaisee agan, dil me hai lagee
Bat kya hai kaise kah de tumse raj kee
Arey bat kya hai kaise kah de tumse raj kee

Thode se ham, thode se tum
Thode se ham, thode se tum, dono ajnabee ho
Bat kya hai kaise kah de tumse raj kee
Bat kya hai kaise kah de tumse raj kee
Thode se ham, thode se tum
Thode se ham, thode se tum, dono ajnabee
Ra papa pa ra pa pa pa..

Song Details
Movie
Chor Aur Chand
Artist
Various Artists
Music Directory
Nikhil, Vinay
Music Label
T-Series
Singers
Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Lyricist
Yogesh Gaud

Other Lyrics from Chor Aur Chand

Bat Kya Hai Kaise Kah De
Janam Janam Tumko Sanam Chaaha
Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal
Mohabbat Mein Duniya Se Hum Na Darenge
Saanson Ka Kya Hai Pata
Sapnon Mein Aana
Sau Baar Humne Tumse Kaha
Sharma Ke Badalon Mein
Tere Bin Kahin Jiyara Laage Na
Tere Bina Mai Naa Rahu

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)