Tere badan mein
Dhadakne laga hoon dil ki tarha
Tere badan mein
Dhadakne laga hoon dil ki tarha
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de
Tere badan mein
Dhadakne lagi hoon dil ki tarha
Tere badan mein
Dhadakne lagi hoon dil ki tarha
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de
Tera chehraa in
Aankhon ke paas rehta hai
Jab tu jaaye door
Tera ehsaas rehta hai
Tere siwa ab mujhe mere sanam
Kuch bhi dikhayi na de
Tere badan mein
Dhadakne lagi hoon dil ki tarah
Tere badan mein
Dhadakne laga hoon dil ki tarah
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de
Na jaane kyu tujhpe
Itna pyaar aata hai
Teri baahon mein aake
Har dard jaata hai
Dede mujhe koi sada rabba
Mere humko judaai na de
Tere badan mein
Dhadakne laga hoon dil ki tarha
Tere badan mein
Dhadkane lagi hoon dil ki tarha
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de
Yeh aur baat hai ke
Tujhe abhi sunayi na de..