Fariyad kare hum to
Zamane se gire hai
Wo darde jigar de to
Koi kuch nahi kahta
Hum fariyad karte hai
To ho jate hai badnaam
Wo agar katal bhi kar de
To koi kuch nahi kahta
Meri barbadi par mera
Dil hi badnaam hai
Meri barbadi par mera
Dil hi badnaam hai
Wo hansi hote huye
Baitha hai jiska kam hai
Meri barbadi par mera
Dil hi badnaam hai
Lagake aankh me kajal
Sawar ke baithe
Wahi to hai jo mujhe
Katal karke baithe hai
Wo hansi hote huye
Baitha hai jiska kam hai
Meri barbadi par mera
Dil hi badnaam hai
Dard hai dil ki khata
Jo bhi kaho wo kam hai
Varna yu samjhte tum hi
Tum se umang hai..
Aisi Najariya |
Fariyad Kare Hum To |
Ye Bekasi Ke Andhere |