Aankh Jhuki Si Chal Ruki Si from Burmah Road Movie (Chitragupta Shrivastava)

Aankh jhuki si chal ruki si
Ghum hai kaha matwala
Aankh jhuki si chal ruki si
Ghum hai kaha matwala
Fir kabhi ye din aaye na aaye
Soch raha dilwala
Fir kabhi ye din aaye na aaye
Soch raha dilwala
Aankh jhuki si chal ruki si
Ghum hai kaha matwala
Fir kabhi ye din aaye na aaye
Soch raha dilwala

Dil mein koi khalish bhi hai
Lagta koi hasi bhi hai
Dil mein koi khalish bhi hai
Lagta koi hasi bhi hai
Socho to teri bat hai
Dekho to dillagi hai
Julf mudi hai chori chadi hai
Khub ye rang nikala
Julf mudi hai chori chadi hai
Khub ye rang nikala
Fir kabhi ye din aaye na aaye
Soch raha dilwala
Aankh jhuki si chal ruki si
Ghum hai kaha matwala
Fir kabhi ye din aaye na aaye
Soch raha dilwala

Hotho ko chup lagi hai kyu
Chhedo na koi dasta
Hotho ko chup lagi hai kyu
Chhedo na koi dasta
Uljha hua hai dil kahi
Aise me hosh bhi akha
Uljha hua hai dil kahi
Aise me hosh bhi kaha
Hosh bhi kam kam bat bhi kam kam
Aaj hai rang nirala
Hosh bhi kam kam bat bhi kam kam
Aaj hai rang nirala

Fir kabhi ye din aaye na aaye
Soch raha dilwala
Aankh jhuki si chal ruki si
Ghum hai kaha matwala
Fir kabhi ye din aaye na aaye
Soch raha dilwala

Dil mein lagi hai aag si
Isko main man jau kya
Dil mein lagi hai aag si
Isko main man jau kya
Chehre ka rang dekh lo hal
Main khud batau kya
Jaise ke ghayal jaise ke katil
Jaise ke koi matwala
Jaise ke ghayal jaise ke katil
Jaise ke koi matwala

Fir kabhi ye din aaye na aaye
Soch raha dilwala
Aankh jhuki si chal ruki si
Ghum hai kaha matwala
Fir kabhi ye din aaye na aaye
Soch raha dilwala..

Song Details
Movie
Burmah Road
Artist
Chitragupta Shrivastava
Music Directory
Chitragupta Shrivastava
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Burmah Road

Aankh Jhuki Si Chal Ruki Si
Dagabaaz Ho Banke Piya
Humne To Diya Ye Dil Tumhe
Luto Maje Bahar Ke
Mausam Yeh Pukare
Zulfen Uljhi Hai

Other popular Lyrics by Chitragupta Shrivastava

Dagabaaz Ho Banke Piya (Burmah Road)
Dagabaz Piya (Aulad)
Humne To Diya Ye Dil Tumhe (Burmah Road)
Dil Ka Diya Jalaa Ke Gaya (AakashDeep)
Beta Jamure Keh De Duniya Ko (Biradari)
Gaya Ujala Suraj (AakashDeep)
Bewafa Hai Hum (Aankh Micholi)
Suniye Jana Kya (AakashDeep)
Kare Kare Badra (Bhabhi)
Chal Ud Jaa Re Panchhi (Bhabhi)