Yaar Mila Tha from Blue Movie (A.R.Rahman)

Yaar mila tha saaiyaaan ek din
Yaar mila tha saaiyaaan
Aankhon mein sapne dil mein leke
Pyaar mila tha saiyaan

Kya main karti saaiyan baiyan
Kya main karti saiyaan
Teri yaad mien kitni sadiyyan
Aah bharti saiyan

Aaree kuch to sharm kar leti
Aab kya kahengi duniya
Kyun uske sang ho li
Us peepal ki chaaiyaan
Socha nikal loon par pallu woh khencha
Zor se

Bola sandesa hai laaya woh teri aur se

Haaye dil ghayal
Zakhmi jiya
Kaise jeeye ab tere piya

Maar diya dulhaniya tu ne
Maar diya dulhaniya
Jeete jee apne saiyaan ko
Maar diya dulhaniya

Yaar mila tha saaiyaaan ek din
Yaar mila tha saaiyaaan

Hai kusoor kya mera
Batana yu sata
Main teri raah takti thi

Raah takti thi to khafa
Ho gayi thi tu ya bewafa

Ke panghat pe
Ghoonghat ke bina
Jaa baithhi kaise tu woh bhi mere bina
Usi panghat pe
Jahan jhat se
Pehli baar thaami thi maine
Teree kalayi
Harjayi

Jahan dhoop se hum bache the jahan
Nache the
Apne kadam

Aur besharam woh kalayi tu thama ke aayi
Haathon mein na jaane
Kis khotte ke
Kiss potte ke
Mere hote se par sote se

O o o
Par tu ne hi to usse bheja na?
O o o o
Ke mera pyaar piya ko dejana
Yaar bulaya saiyaan
Lag jaa a gale dulhaniya
Bhooli saari duniya
Duniya lakh jale dulhaniya

Arre teri waffa ke kisse
Ab ga rahi hai duniya
Har maa kahe bete se
La aise dulhaniya

Haay dil ghayal zakhami jiya
Jeeye bas jeeye ab mera piya..

Song Details
Movie
Blue
Artist
A.R.Rahman
Music Directory
A.R. Rahman
Music Label
T-Series
Singers
Madhushree, Udit Narayan
Lyricist
Abbas Tyrewala

Other Lyrics from Blue

Aaj Dil Gustaakh Hai
Bhoola Tujhe
Blue Theme
Chiggy Wiggy
Fiqrana
Rehnuma
Yaar Mila Tha

Other popular Lyrics by A.R.Rahman

Ishq Shava (Jab Tak Hai Jaan )
Hosanna (Ekk Deewana Tha)
Ishq Ada – Male Version (A Strange Love Story)
Patakha Guddi (Highway)
Tum Todo Na (I)
Aye Jawan (Kochadaiiyaan: The Legend)
Chalke Re (Lingaa)
Challa (Jab Tak Hai Jaan )
Din Dooba Hai (Lingaa)
Dost Hai Hum Toh (Ekk Deewana Tha)