Suno Seeta Ki Kahani from Biraj Bahu Movie (Salil Chowdhury)

Bol gayi dharti ki kaya papa gayo aakal
Bina dosh ke sita ko jab ram gayo vanvas
Suni sita ki kahani ke wo mahlo ki rani
Chhod ghar bar gayi vanvas kisi ne kadar na jani
Suni sita ki kahani ke wo mahlo ki rani
Chhod ghar bar gayi vanvas kisi ne kadar na jani
Dagar dagar bhatke vanvas pag pag thokar khaye
Bhukhi pyasi phire ho van me man me pir chhupaye
Pad gaye chhlae pavo me do nayan kamal murjhaye
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Pad gaye chhlae pavo me do nayan kamal murjhaye
Nayan kamal murjhaye

Kaise sune ye katha koi kaise koi sunaye
Ram siyaram siyaram ram siyaram siyaram
Kaise sune ye katha koi kaise koi sunaye
Chhalak pade nayan ki gagri
Cham cham barse pani re
Cham cham barse pani
Suni sita ki kahani ke wo mahlo ki rani
Chhod ghar bar gayi vanvas kisi ne kadar na jani
Dekho duniya walo sita sati ki prit mahan
Sati sita ki prit mahan
Jisne diya vanvas usike hi karti gungan
Usike hi karti gungan

Kahe parbhu se kuch mangu to mangu ye vardan
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Kahe parbhu se kuch mangu to mangu ye vardan
Mangu ye vardan
Apne pati ke charno me hi nikle mere paran
Ram siyaram siyaram ram siyaram siyaram
Apne pati ke charno me hi nikle mere paran
Ram siyaram siyaram ram siyaram siyaram
Apne pati ke charno me hi nikle mere paran..

Song Details
Movie
Biraj Bahu
Artist
Salil Chowdhury
Music Directory
Salil Chowdhury
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Prem Dhawan

Other Lyrics from Biraj Bahu

Jhoom Jhoom Manmohan
Mere Man Bhul Bhula Kahe Dole
Na Jane Re Na Jane Re
Suno Seeta Ki Kahani
Tera Ghar Aabad Rahe

Other popular Lyrics by Salil Chowdhury

Aaj koi Nahi Apna (Agni Pareeksha)
Balkhati Sharmati Aaja (Usne Kaha Tha)
Chori Chori Jane Hum (Chhaya)
Jhanan Jhanan Bichhua Baje (Chand Aur Suraj)
O RE MAN GUN GUN (Agni Pareeksha)
Chham Chham (Chhaya)
Main Ek Badal Aawara (Chhaya)
Ulfat Ke Hain Kaam Niraale (Aawaz)
Aansoo Samajh Ke (Chhaya)
Ajab Tori Duniya (Do Bigha Zameen)