Kaisa Hai Dard Mera from Kaanchi Movie (Ismail Darbar)

Ae hey…ae ae ae…

Soona soona joban
Sapne saavan saavan
Khaali khaali naina
Na rovan, na gaavan

Soona soona joban..
Soona soona joban
Sapne saavan saavan
Khaali khaali naina
Na rovan, na gaavan

Kaisa hai dard mera
Kaise kahoon o maa..
Kaisa hai dard mera
Kaise kahoon o maa..

Dardon se yaariyan huyi
Apnon se dooriyaan huyi
Jee ke bhi naa jee paayi main
Aisi majbooriyaan huyin..
Dekha na nigaahon mein nigaahein daal ke
Royi naa main tere gale baahein daal ke
Kaisa hai dard mera
Kaise kahoon o maa..

Chhote-mote dukhon ka hisaab
Joda bhi hai, joda bhi nahi
Maaye ni haalaaton ne mujhe
Toda bhi hai, toda bhi nahi
Badli hai maaye meri jeene ki adaa
Auron jaisi hoke bhi hoon auron se juda
Kaisa hai dard mera aa..
Kaise kahoon o maa..

Tu sab kuch, sab kuch re
Tu sab kuch, sab kuch re
Tu sab kuch, sab kuch re....

Song Details
Movie
Kaanchi
Artist
Ismail Darbar
Music Directory
Ismail Darbar
Music Label
Mukta Music
Singers
Ankit Tiwari
Lyricist
Irshad Kamil

Other Lyrics from Kaanchi

Adiye Adiye
Hindustan Kahan Hai
Kaanchi Re Kaanchi
Kaisa Hai Dard Mera
Kambal Ke Neeche
Koshampa
Main Mushtanda
Thumka
Tu Sab Kuch Re

Other popular Lyrics by Ismail Darbar

Arre Arre Jala Koi (Baaz: A Bird In Danger)
Hindustan Kahan Hai (Kaanchi)
Thumka (Kaanchi)
Koshampa (Kaanchi)
Tu Sab Kuch Re (Kaanchi)
Kaisa Hai Dard Mera (Kaanchi)
Adiye Adiye (Kaanchi)
Kambal Ke Neeche (Kaanchi)
Chehre Pe Din Hai (Baaz: A Bird In Danger)
Aye Subah (Baaz: A Bird In Danger)