Deewaane Kya Hai from Bhemaa Movie (Rahul Dev Burman)

Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein
Meri aankhon se mere honto se pi kabhi
Meri aankhon se mere honto se pi kabhi
Yeh bekhudi kya bekhudi hai,
O jaaneman jaane na tu
Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein

Aisi hasin raatein kahin jab aati hai
Kar jaati hai jaadu
Paas mere tu jo rahe phir bhi na rahe
Dil pe koyi kaabu
Dekhe jo tu pyaasi najar se,
Teri najar dil jaaye chhu
Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein

Mehaka mera gora badan
Balkhaaye kyun lehraaye kyun aise
Kehati hai kya dil ki chubhan
Batlaau main samjhaau main kaise
Main jo kahoon dil yeh na maane,
Dil jo kahe maane na tu
Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein

Tadapa na yun lag ja gale,
Takdir se milate hai yeh mauke
Kuchh der toh main jhum loon,
Teri madbhari do baahon mein khoke
Kabse mere dil mein dabi hai,
Bechain si yeh aaraju
Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein

Meri aankhon se mere honto se pi kabhi
Meri aankhon se mere honto se pi kabhi
Yeh bekhudi kya bekhudi hai,
O jaaneman jaane na tu
Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein
Kya hai paimaano mein..

Song Details
Movie
Bhemaa
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Bhemaa

Deewaane Kya Hai
Gori Gori Titlee
Jhoom Bindiya
Manungi Na Teri Manmani

Other popular Lyrics by Rahul Dev Burman

Paise Ka Khel Nirala (Biwi O Biwi)
Aaja Meri Jaan (I Love New Year)
Suno Kaho Kaha Suna (Aap Ki Kasam)
Karwaten Badalte Rahe (Aap Ki Kasam)
Chunri Sambhal Gori (Baharon Ke Sapne)
Is Mod Se Jate Hain (Aandhi)
Allah Tera Nighebaan (Abdullah)
Hum To Hai Chhui Mui (Agar Tum Na Hote)
Kuch Humko Tumse Kehna Hai (Alag Alag)
Sare Shahar Mein (Alibaba Aur 40 Chor)