O Mother Mary from Bheegi Palkein Movie (Various Artists)

O mother mary, oo mother mary
Teri sharan me jo aaye
Jivan safal ho jaye
Nanhe mune bache
Hum man ke hai sache
Hummange mamta teri,
O mother mary, o mother mary
Teri sharan me jo aaye
Jivan safal ho jaye
Nanhe mune bache
Hum man ke hai sache
Hummange mamta teri,
O mother mary, o mother mary

Duniya ke rishte nate hai jhute
Sacha hai tera hi nata
Duniya ke rishte nate hai jhute
Sacha hai tera hi nata
Tujhse to uncha nahi aur koi
Tujme chhupa hai vidhata
Tujhse to uncha nahi aur koi
Tujme chhupa hai vidhata
Jab jab bhatke hum tedi medi raho me
Jyoti mile humko teri
O mother mary, o mother mary

Nazaro me teri sab hai barabar
Na koi uncha na nicha
Nazaro me teri sab hai barabar
Na koi uncha na nicha
Tere asulo ko jisne bhi mana
Miljulke rahna sikha
Tere asulo ko jisne bhi mana
Miljulke rahna sikha
Dil se lagati hai bhed mitati hai
Duniya me shkati teri
O mother mary, o mother mary
Teri sharan me jo aaye
Jivan safal ho jaye
Nanhe mune bache
Hum man ke hai sache
Hum mange mamta teri,
O mother mary, o mother mary
O mother mary, o mother mary
O mother mary, o mother mary..

Song Details
Movie
Bheegi Palkein
Artist
Various Artists
Music Directory
Jugal Kishore, Tilak Raj
Music Label
Universal
Singers
Sushree Sangeeta
Lyricist
M. G. Hashmat

Other Lyrics from Bheegi Palkein

Aadmi Ki Zindagi Ka
Jab Tak Maine Samjha
Janam Janam Kaa Saath Hai
Naino Mein Sapne Samaye
O Mother Mary

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)