Bhajan Ke Din Do Char from Bhakta Dhruva Movie (Shankar Rao Vyas)

Bhajan ke din do char
Prani bhajan ke din do char
Bhajan ke din do char
Prani bhajan ke din do char
Janam maran tu sudhar re
Janam maran tu sudhar re
Bhajan ke din do char re
Bhajan ke din do char

Wani se har nam le
Wani se har nam le
Hatho se tu dan se
Hatho se tu dan se
Kano se sun mahima parbhu ki
Kano se sun mahima
Naino se rup nihar re
Naino se rup nihar re
Bhajan ke din do char re
Bhajan ke din do char

Koi rota hai koi gata hai
Koi rota hai koi gata hai
Koi jata hai koi aata hai
Koi jata hai koi aata hai
Aawa gaman mitane ko tu
Aawa gaman mitane
Tu nishdin parbhu pukar re
Tu nishdin parbhu pukar
Bhajan ke din do char re
Bhajan ke din do char

Duj ka baka chandar bhaya
Duj ka baka chandar bhaya
Badh kar puran chandar hua
Badh kar puran chandar hua
Kali phul hokar yu boli
Kali phul hokar yu boli
Ghan ghan ghan sarjan har re
Ghan ghan ghan sarjan har re
Bhajan ke din do char re
Bhajan ke din do char
Bhajan ke din do char prani
Bhajan ke din do char
Jai narayan har narayan
Jai narayan har narayan
Jai narayan har narayan
Narayan narayan
Narayan narayan
Narayan narayan
Narayan narayan
Jai narayan har narayan
Jai narayan har narayan
Narayan narayan
Narayan narayan
Jai narayan har narayan
Jai narayan har narayan
Jai narayan har narayan..

Song Details
Movie
Bhakta Dhruva
Artist
Shankar Rao Vyas
Music Directory
Shankar Rao Vyas
Music Label
Saregama
Singers
Lalita Deulkar
Lyricist
Moti B. A., Pandit Indra

Other Lyrics from Bhakta Dhruva

Bhajan Ke Din Do Char
Gao Badhai Ri Suhagan
Jao Jao Mere Jivan Ke Ujiyare
Jhoolna Jhoolo
Mandir Suna Deep Bin
Mera Deepak Jug Jug Jale
Meri Naav Padi Majdhar
Milne Ki Rut Aayi
Prabhu Apni Jhalak Dikhao
Tum Me Bhi Wo
Tum Raja Ho Hargiz

Other popular Lyrics by Shankar Rao Vyas

Gao Badhai Ri Suhagan (Bhakta Dhruva)
Jug Jug Jivo Re (Bharat Milap)
Prabhu Ji Pahale (Bharat Milap)
Tum Raja Ho Hargiz (Bhakta Dhruva)
Mandir Suna Deep Bin (Bhakta Dhruva)
Mera Deepak Jug Jug Jale (Bhakta Dhruva)
Meri Naav Padi Majdhar (Bhakta Dhruva)
Raghukul Rit (Bharat Milap)
Prabhu Apni Jhalak Dikhao (Bhakta Dhruva)
Tum Me Bhi Wo (Bhakta Dhruva)