Mere Mehboob Tere Dam Se from Bhai Bhai Movie (Shankar Singh Raghuvanshi)

Mere mehboob tere dum se
Hai duniya pe bahar
Warna iss ghum se bhari
Duniya me kya rakha hai
Warna iss ghum se bhari
Duniya me kya rakha hai
Hai duniya pe bahar
Warna iss ghum se bhari
Duniya me kya rakha hai
Warna iss ghum se bhari
Duniya me kya rakha hai
Mere mehboob tere dum se

Apne gito me teraa husn najar aaya hai
Iss liye dil teree mehfil me mujhe laya hai
Rasta bhul gaya ya meree manjil hai yehi
Rasta bhul gaya ya meree manjil hai yehi
Koyee batlaye ke kya
Khoya hai kya paya hai
Mere mehboob tere dum se
Hai duniya me bahar
Warna iss ghum se bhari
Duniya me kya rakha hai
Warna iss ghum se bhari
Duniya me kya rakha hai
Mere mehboob tere dum se

Teree aankho me najar
Aayee hai jannat mujhko
Meree jannat teree
Aankho ke siva koyee nahee
Mai tassavvur me tere jhum liya karta hu
Mai tassavvur me tere jhum liya karta hu
Meree daulat teree
Chahat ke siva koyee nahee
Mere mehboob tere dum se
Hai duniya me bahar
Warna iss ghum se bhari
Duniya me kya rakha hai
Warna iss ghum se bhari
Duniya me kya rakha hai
Mere mehboob tere dum se

Jindgani me kai rang ke mod aate hai
Tu salamat rahe shayar ki dua kehti hai
Chand ghatata hai ghate
Hushna tera badhta rahe
Chand ghatata hai ghate
Hushna tera badhta rahe
Mai rahu ya na rahu
Meri wafa ye kehti hai
Mere mehboob tere dum se
Hai duniya me bahar
Warna iss ghum se bhari
Duniya me kya rakha hai
Warna iss ghum se bhari
Duniya me kya rakha hai
Mere mehboob tere dum se..

Song Details
Movie
Bhai Bhai
Artist
Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Hasrat Jaipuri

Other Lyrics from Bhai Bhai

Aaj Raat Hai Jawan
Ek Tera Sundar Mukhda
Gore Gore Gaal Pe
Main Hoon Jani Tera
Mere Mehboob Tere Dam Se
Sapera Been Baja

Other popular Lyrics by Shankar Singh Raghuvanshi

Mere Mehboob Tere Dam Se (Bhai Bhai)
Ai Dil Pyar Ki Manjil (Aas Ka Panchhi)
Hum Kaale Hain Toh Kya Hua (Gumnaam)
Yeh Umr Hai Kya Rangeeli (Professor)
Dur Ke O Chanda (Ek Dil Sau Afsane)