Aaj seeshe main baar baar unhe
Dil ki murat dikahi deti hain
Apni surat nazar nahi aati
Meri surat dekhai deti hain
Dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai
Aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi hai
Dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai
Aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi hai
Dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai
Aa gaya mere tassvur me koyee parda nashi
Aa gaya mere tassvur me koyee parda nashi
Aaj har chijh najar aane lagee mujhko hasin
Kya kahu mai badi dil kash meree tanahayi hai
Aaj gulshan me nahee, ghar me bahar aayi hai
Dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai
Husn ke samne ishare wafa hai mushkil
Husn ke samne ishare wafa hai mushkil
Kash chupkar hee woh sunle meraa afsane dil
Jisne yeh pyar kee manjil muje dikhlayi hai
Aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi ha
Dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai..