Ye kaisa ehsas hai, ye kaisi pyas hai
Ye kaisa ehsas hai, ye kaisi pyas hai
Meri chahat hai dur mujhse,
Meri chahat hai dur mujhse
Meri kismat mere paas hai
Ye kaisa ehsas hai, ye kaisi pyas hai
Ye kaisa ehsas hai, ye kaisi pyas hai
Ye chahat nhi hai meri,
Ye chahat nhi hai meri,
Ye phir bhi kuch khas hai
Hotho pe mere tera naam aaya nahi
Khawabo me mere kahi tera saya nahi
Ye halki halki bunde, chahat ki phir se barse
Dekhne ko tujhko kyu, ye meri ankhiya tarse
Khud ko kabhi aisi uljhan me paya nahi
Meri chahat hai dur mujhse
Meri kismat mere pas hai
Ye kaisa ehsas hai, ye kaisi pyas hai
Ye kaisa ehsas hai, ye kaisi pyas hai
Ye chahat nhi hai meri,
Ye chahat nhi hai meri,
Ye phir bhi kuch khas hai
Chalte chalege to shayad wo manjil mile
Tamana thi barso ki apni ye do dil mile
Chalte chalte lekin ye kya makam aaya
Dilme aur hotho pe aur mere to naam aaya
Jisne kiya mujhko ghayal wo katil mile
Ye chahat nhai hai meri,
Ye phir bhi kuch khas hai
Ye kaisa ehsas hai, ye kaisi pyas hai
Ye kaisa ehsas hai, ye kaisi pyas hai
Meri chahat hai dur mujhse,
Meri chahat hai dur mujhse
Meri kismat mere pas hai, mere pas hai..
Bas Yun Hi |
Ek Ajnabi Haseena Se |
Ittefaq Na Bhi Koi Cheez Nahi |
Jao Na Yun Chodkar |
Kaise Kahoon Kya Ho Gaya |
Ye Kaisa Ehsaas Hai |