Darwaje Khul Gaye Hai from Bas Ek Tamanna Movie (Onkar)

Akbar allah allah hu akbar
Oo allah hu akbar
Aa aa aa..
Darwaje khul gaye hai, khul gaye hai
Hamare nasib ke, nasib ke
Jalwe nigha mai hai, dayre hbib ke
Mera sar hai aur dare mustafa
Mera sar hai aur dare mustafa
Mere dil ka haal ajib hai
Mera sar hai aur dare mustafa
Mere dil ka haal ajib hai
Mera sar hai aur dare mustafa

Mera sar hai aur dare mustafa
Mere dil ka haal ajib hai
Mujhe le ke aayi yaha dua
Mujhe le ke aayi yaha dua
Ye meri dua ka nasib hai
Mera sar hai, haa mera sar hai
Mera sar hai, sar ye
Aur dare mustafa
Mera sar hai

Laakh tukaro mano paoo se kya hota hai
Laakh tukaro mano paoo se kya hota hai
Sar kahi aap ke kadmo se juda hota hai
Mera sar hai, haa mera sar hai
Mera sar hai, sar ye
Aur dare mustafa
Mera sar hai

Ye wo jalwa hai jo sabke mukadar me nahi hota
Ye wo jalwa hai jo sabke mukadar me nahi hota
Wo hi aate hai iss dar par jine molla bulate hai
Molla, molla bulate hai
Ilahiraham parma aasuo ki bejubani par
Duye magate jate hai aur hum roye jate hai
Mera sar hai, haa mera sar hai
Mera sar hai, sar ye
Aur dare mustafa
Mera sar hai

Yaha darde dil ki dawa mile
Yaha darde dil ki dawa mile
Yaha aasuo ka sila mile
Yaha aasuo ka sila mile
Yaha roiye to maja mile
Yaha roiye to maja mile
Yaha dudiye to khuda mile
Yaha dudiye to khuda mile
Yaha dudiye to khuda mile
Ye mera dayre hbib hai
Ye mera dayre hbib hai
Ye mera dayre hbib hai
Mera sar hai, haa mera sar hai
Mera sar hai, sar ye
Aur dare mustafa
Mera sar hai

Tere aasita se lagi hai lo
Tere aasita se lagi hai lo
Mai yahi jiuoo mai yahi maru
Mai yahi jiuoo mai yahi maru
Isi dar pe beth ke raat din
Isi dar pe beth ke raat din
Na mai bi ka naam rata karu
Na mai bi ka naam rata karu
Mujhe ab kisi se garaj nahi
Mujhe ab kisi se garaj nahi
Meri dhun ajibo garib hai
Mera sar hai, haa mera sar hai
Mera sar hai, sar ye
Aur dare mustafa
Mera sar hai

Molla mere molla mere, mere molla molla
Molla mere molla mere, mere molla molla
Mera gham ajib hai ya nabi
Badi kasmekas me hai zindgi
Badi kasmekas me hai zindgi
Wo hi dard hai wo hi bebasi

Mere samane hai bhwar kai
Mere samane hai bhwar kai
Mere samane hai bhwar kai
Meri naao ko tu bacha bhi le
Meri naao ko tu bacha bhi le
Ke ye dubane ke karib hai
Meri naao ko tu bacha bhi le
Ke ye dubane ke karib hai
Meri naao ko tu bacha bhi le
Dubo de ya ise tu paar kar de
Ye teri marji uta kar manie kashti chhod di
Tere sahare par meri naao ko tu bacha bhi le

Meri naao ko tu bacha bhi le
Ye mera dayre hbib hai
Meri naao ko tu bacha bhi le
Ye mera dayre hbib hai
Meri naao ko tu bacha bhi le
Ye mera dayre hbib hai
Meri naao ko tu bacha bhi le
Ye mera dayre hbib hai
Meri naao ko tu bacha bhi le
Ye mera dayre hbib hai
Meri naao ko tu bacha bhi le
Ye mera dayre hbib hai
Meri naao ko tu bacha bhi le
Ye mera dayre hbib hai
Meri naao ko tu bacha bhi le
Ye mera dayre hbib hai
Meri naao ko tu bacha bhi le
Ye mera dayre hbib hai
Meri naao ko tu bacha bhi le..

Song Details
Movie
Bas Ek Tamanna
Artist
Onkar
Music Directory
Onkar
Music Label
Filmy Box Music
Singers
Hamsar Hayat
Lyricist
Manthan

Other Lyrics from Bas Ek Tamanna

Darwaje Khul Gaye Hai
Khuda Vandi
Mai Kise Pukaroon
Ujla Sa Chand Pe
Zindagi Mojizah Sa

Other popular Lyrics by Onkar

Mai Kise Pukaroon (Bas Ek Tamanna)
Khuda Vandi (Bas Ek Tamanna)
Darwaje Khul Gaye Hai (Bas Ek Tamanna)
Zindagi Mojizah Sa (Bas Ek Tamanna)
Ujla Sa Chand Pe (Bas Ek Tamanna)